Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, November 25, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1019❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1019❗

Sawal 1 : Wo kaunse Nabee ki Quam thi jisko Allah Subhanahu ne ek Nahar ke jariye aazmaya tha ?

Sawal 2 : Inmein se kisne us qaum ko aagah kiya tha ki Allah Subhanahu ek Nahar se jariye tumhari Aazmayeesh karne wala hai ?

A. Jalut
B. Khizr Alaihi Salam
C. Musa Alaihi Salam
D. Hood Alaihi Salam
E. Zulqarnain Alaihi Salam
F. Talut
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sahi Jawab GF
Un Nabee ka naam Samuel Alaihi Salam tha
-----
Al Quran : Bhala tumne Bani Israeel ki ek jamaat ko nahi dekha jisne Musa alaihi salam ke jaane ke baad Apne Nabee se kaha ki hamare liye ek Baadshah Muqarrar kar do taaki hum Allah ki raah mein jihad kare 
Surah Al Baqara 2 :246
----
Al Quran : Aur Nabee ne ye bhi kaha ki Allah ne tum par Talut ko baadhshah muqarrar farmaya hai
Surah Al Baqara 2 :247
(Mujahid kahte hain ki wo Nabee Hazrat Shamwil (Samuel) Alaihi Salam they - Tafsir Ibn Kathir Surah Al Baqara 2 :246)
----
Al Quran : Jab Talut Fauje lekar rawana hua to usne kaha ki Allah Subhanahu ek Nahar se tumhari Aazmayeesh karne wala hai jo shakhsh usmein se paani pee lega wo mera nahi hai
Surah Al Baqara 2 :249
-----
Full Story
http://www.qtafsir.com/index.php?option=com_content&task=view&id=143#3


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1019❗

Sawal 1 : Those people belong to which prophet to whom Allah subhanhu tried (tested) through a river  ?

Sawal 2 : Who informed to those people that Allah will teste you through a river ?

A. Jalut
B. Khizr Alaihi Salam
C. Musa Alaihi Salam
D. Hood Alaihi Salam
E. Zulqarnain Alaihi Salam
F. Talut
G. None of the above
H. I wan to know

Answer GF
Their Prophet was Samuel Alaihi Salam.
----
Al-Quran: Have you not thought about the group of the Children of Israel after (the time of) Musa (Moses)? When they said to a Prophet of theirs, "Appoint for us a king and we will fight in Allah's Way
Surah Al-Baqara 2:246
----
Al-Quran :  And their Prophet (Samuel Alaihi Salam) said to them, "Indeed Allah has appointed Talut (Saul) as a king over you." 
Surah Al-Baqara 2 : 246
---
Mujahid said that the Prophet (mentioned in the Ayah 2:246 above) is Shamwil (Samuel).
Tafsir ibn kathir Surah Al-Baqarah  2 : 246
---
Al-Quran : Then when Talut (Saul) set out with the army, he said: "Verily! Allah will try you by a river. So whoever drinks thereof, he is not of me
Surah Al-Baqara 2: 249
-----
Full Story
-----
http://www.qtafsir.com/index.php?option=com_content&task=view&id=143#3

No comments:

Post a Comment