Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, November 14, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1009❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1009❗

Sawal 1: Wo kaunse sahabi hain jinki biwi ne unse khula le liya tha ?

A. Dihyah Al-Kalbi
B. Musaib ibn Umair 
C. Thaabit ibn Qays
D. Zaid ibn Al-Arqam
E. Ammar bin Yasir
F. Suraqa bin Malik
*(Radi Allahu Anhuma)*
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Unki biwi ka kya naam tha ?

A. Hinda
B. Umm Habiba
C. Sara
D. Maimuna
E. Rayhana 
F. Ramla
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 3 : Inmein se kiske pass jakar usne apne shohar se khula lene ki baat kahi ?

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Hamza Radi Allahu Anhu
F. Muaawiya  Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1009❗

Quiz 1 : What is the name of that Sahabi whose wife took Khula (Divorce) from him ?

A. Dihyah Al-Kalbi
B. Musaib ibn Umair 
C. Thaabit ibn Qays
D. Zaid ibn Al-Arqam
E. Ammar bin Yasir
F. Suraqa bin Malik
*(Radi Allahu Anhuma)*
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : What was the name of his wife ?

A. Hinda
B. Umm Habiba
C. Sara
D. Maimuna
E. Rayhana 
F. Ramla
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 3 : For Asking Khula she went to whom ?

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Hamza Radi Allahu Anhu
F. Muaawiya  Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab CGG
--------
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se riwayat hai Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu ki biwi Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ki khidmat mai hazir huyee aur arz Kiya ke Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam mujhe inn ke akhlaq aur deen ki wajah se unse koi shikayat nahi hai albatta mein islam mein kufr ko Pasand nahi karti ( kyu ke unke sath reh kar unke huquq zowjiyat ko nahi adaa kar sakti) us par Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya tum unka baag ( jo unhone mehar mai diya tha) wapas Kar sakti ho unhone Kaha ke ji haan Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne ( Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu se) farmaya baag qubul kar lo aur Innhein talaq de do
Sahih Bukhari 5273

Habibah bint Sahl Al-Ansariyyah Radi Allahu Anha  Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu ki biwi thi
Sunan Abi Dawud 2227-Sahih

Answer CGG
--------
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu The wife of Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu came to the Prophet (ﷺ) and said, "O Allah's Messenger (ﷺ)! I do not blame Thabit for defects in his character or his religion, but I, being a Muslim, dislike to behave in un-Islamic manner (if I remain with him I will not be able to fulfill his duty).
On that Allah's Messenger (ﷺ) said (to her), "Will you give back the garden which your husband has given you (as Mahr)?" She said, "Yes." Then the Prophet (ﷺ) said to Thabit, "O Thabit! Accept your garden, and divorce her once.
Sahih Bukhari, Book 63, Hadith 197

Habibah, daughter of Sahl Al-Ansariyyah was the wife of Thabit ibn Qays Radi Allahu Anhu.
Sunan Abu dawud, Book 12, 2219-Sahih

No comments:

Post a Comment