Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Kharar viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 30 mins ago
A visitor from South shields viewed '♥ 40 Rabbana Dua ♥' 1 hr 1 min ago
A visitor from India viewed 'Mafhum e hadith : Namaz ke daur' 1 hr 18 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 1 hr 30 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Tauba-Astigfar (Asking pardon)' 1 hr 52 mins ago
A visitor from Kharar viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 1 hr 57 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Mafhum e hadith : Namaz ke daur' 2 hrs 33 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Mix Four Azkar 40' 2 hrs 39 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1062❗' 3 hrs 12 mins ago
A visitor from South shields viewed 'Khas Namazein aur Ibadatein (Sp' 3 hrs 16 mins ago

Total Pageviews

4,423,988

Category

Search Hadith

Thursday, November 7, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1002❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1002❗

Ek baar Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se ek shaksh ki Namaz janaza padhane ke liye kaha gaya magar us par Qarz hone ki wajah se aapne padhne se mana kar diya uske baad ek sahabi ne us shaksh ke Qarz ko ada karne ki zimmedari li phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne uski Namaz padhayee

Sawal  : Wo Sahabi kaun they jinhone us Waqt us Qarz ko ada karne ki zimmedari li thi ?

A. Abu Bakr Radi allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin thabit Radi allahu anhu
D. Uthman Radi allahu anhu
E. Abu Qatada Radi allahu anhu
F. Jabir bin Abdullah Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1002❗

A dead Muslim was brought to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam for funeral prayer but there was some debt was due on him so he said to sahaba to pray over him , that time A Sahabi took the responsibility to pay his debt , after that Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam prayed for him.

Quiz : What is the name of that sahabi who took  the responsibility to pay his debt ?

A. Abu Bakr Radi allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin thabit Radi allahu anhu
D. Uthman Radi allahu anhu
E. Abu Qatada Radi allahu anhu
F. Jabir bin Abdullah Radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab E
-----------
Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke paas (Namaz padhane ke liye) ek janaza laya gaya Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne pucha kya iss par qarz hai logo ne kaha Haan iss ke zimme do dinar hai Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Aap apne saathi ki namaz padh lo toh Abu Qatadah Radi Allahu Anhu ne Kaha mein inn ki adaegi ki zimmedari leta hu Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam , toh Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne uski Namaz e janaza padhi
Sunan Abu Dawud, Book 22, 3337-Sahih

Answer  E
-------
Narrated Jabir ibn Abdullah:A dead Muslim was brought to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam (for funerel prayer), he asked: Is there any debt due from him ? They (the people) said: Yes, two dirhams. He said: Pray yourselves over your companion.Then Abu Qatadah Al-Ansari said: I shall pay them, Messenger of Allah. The Messenger of Allah (ﷺ) then prayed over him.
Sunan Abu Dawud, Book 22, 3337-Sahih

No comments:

Post a Comment