Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, December 31, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1049❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1049❗

Sawal  : Inmein se wo kya hai jisko Allah Subhanahu ne Ezzat aur waqar kaha hai ?

A. Raat ki Namaz
B. Safed Baal
C. Peshani ka Noor
D. Sajdo ke Nishan
E. Achcha Akhlaq
F. Achchi Biwi
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai 

Sawal 2 : Wo kaunse Nabee they jinko Allah Subhanahu ne is Ezzat aur Waqar ke baare mein bataya ?

A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. Nooh Alaihi Salam
F. Idris Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1049*❗

*Quiz 1:  According Allah Subhanahu ,What is the sign of dignity?*

A. The Night Prayer
B. White Dress
C. A Light in forehead
D. The Prostration marks in forehead
E. Good Manners
F. Good wife
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : To Whom Allah informed about that dignity ?*

A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. Nooh Alaihi Salam
F. Idris Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know


✅*Sahi jawab BB* 💐
----------
Hazrat Said Radi Allahu Anhu se riwayat hai Ibrahim Alaihi Salam pahle shaks hai jinhone khatna kiya,  mehman nawazi ki, muche kati , nakhun kate aur budhe huye (baal safed hone par Aap ne apne RABB  se arz kiya)  Eh RABB  ye balo ki safedi kya hai Allah subhanahu ne farmaya ye Aap ki Ezzat aur waqar hai phir Ibrahim Alaihi salam ne arz kiya Ya Allah mere waqar mein Ezafa farma de 
Al Adab Al Mufrad (Imam Bukhari) - 1286-Sahih
Mawtta Imam Malik , Book 49, 4-Sahih


Answer BB
--------
Said ibn al-Musayyub Radi Allahu Anhu said, "Ibrahim, may Allah bless him and grant him peace, was the first to give hospitality to the guest and the first person to be circumcised and the first person to trim the moustache and the first person to see grey hair. He said, 'O Lord! What is this?' Allah the Blessed, the Exalted, said, 'It is dignity, Ibrahim.' He said, 'Lord, increase me in dignity!' 
Al Adab Al Mufrad (Imam Bukhari) - 1286-Sahih
Mawtta Imam Malik , Book 49, 4-Sahih

No comments:

Post a Comment