Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, December 18, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1037❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1037❗

Ek sahabi aise they jinke naam ke saath unke walid ke naam ki jagah Muhammed Salallahu alaihi waslalam ka naam lgaya jata tha , phir Allah subhanahu ne Quran ki aayat nazil farma di ki logo ko unke asli walid ke naam se pukara karo

Sawal 1: Wo sahabi kaun they ?

A.Jafar Radi Allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin thabit Radi Allahu anhu
D. Ammar Radi allahu anhu
E. Ali Radi allahu anhu
F. Musaib ibn Umair Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Quran ki wo aayat kaunsi surah ki thi ?

A. Surah Aaraf
B. Surah Muhammed
C. Surah Taha
D. Surah Al Anfal
E. Surah Al Fath
F. Surah Al Ahzab
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1037❗

Quiz 1 : What is the name of that sahabi who used to be called with the name of Muhammed Salallahu Alaihi Wasallam instead of his father name 
and after that Allah revealed the verse of Quran regrding that matter and said Call them (people) by their fathers

A.Jafar Radi Allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin thabit Radi Allahu anhu
D. Ammar Radi allahu anhu
E. Ali Radi allahu anhu
F. Musaib ibn Umair Radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know


Sawal 2 : That Verse belong to whuch surah  ?

A. Surah Aaraf
B. Surah Muhammed
C. Surah Taha
D. Surah Al Anfal
E. Surah Al Fath
F. Surah Al Ahzab
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab GF
---------------
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai ham Zaid bin Haritha Radi Allahu Anhu ko Zaid bin Mohammad (Sallallahu Alahih Wasallam)  kah kar pukarte they yaha tak ke Quran mein  ye aayat nazil huyee
 
ادْعُوهُمْ لآبَائِهِمْ هُوَ أَقْسَطُ عِنْدَ اللَّهِ
 
Aise logo ko unke asli baapon ke naam se pukaro yahi Allah Subhanahu ke nazdik zyada theek baat hai
 ( Al Quran 33:5)
Jamia Tirmizi Jild 2, 1136 Sahih

Answer GF
------
Narrated Ibn 'Umar:"We called Zaid bin Harithah nothing but 'Zaid bin Muhammad' until the Qur'an was revealed (ordering): Call them by their fathers, that is more just according to Allah. (33: 5)"
Jamia Tirmizi, Volume 1, 3814


No comments:

Post a Comment