Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, December 11, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1033❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1033❗

Sawal : Suraj Grahan (Solar Exclipse) ke waqt RasoolAllah sallalalahu Alaihi Wasallam kaunsa azkar padhte they ?

A. La ilaha illAllaah
B. SubhanAllah  Walhamdulillah  Wa lailaha illAllah  WallahuAkbar 
C. SubhanAllahi wa bihamdihi 
D. La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
E. Allahu Allahu Rabbi La Ushrika Behi Shaaaya
F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1033❗

Quiz : At the time of Solar Eclipse which azakr RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam used to recite among below ?

A. La ilaha illAllaah
B. SubhanAllah  Walhamdulillah  Wa lailaha illAllah  WallahuAkbar 
C. SubhanAllahi wa bihamdihi 
D. La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
E. Allahu Allahu Rabbi La Ushrika Bihi Shaaaya
F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab B
---------
Abur Rehman bin Samura Radi Allahu Anhu ne kaha ki main ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ki zindagi mein apne teeron ke zariye teer andazi ker raha tha ke suraj grahan lag gaya to mein ne unko phenka aur ( dil mein ) kaha ke mein aaj dekhunga ke suraj grahan mein Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam kauns anaya kama karte hain  main Aap Sallallahu Alahih Wasallam ke paas pahucha toh dekha ke Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne apne dono haath uthaye huye they aur Allah ki tasbeeh (SubhanAllah) , Hamd ( Alhamdulillah)  aur Tehleel (La ilaha illAllaah) aur Takbir (Allahu Akbar) kah rahe they  
yaha tak ki Suraj grahan hata diya gaya phir Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne  do surtein padhi aur do rakatein ada ki

Sahih Muslim , Jild 2, 2119
--------
يُسَبِّحُ وَيَحْمَدُ وَيُهَلِّلُ وَيُكَبِّرُ 
https://sunnah.com/muslim/10/28


✅ *Answer B* 💐
--------
'Abd al-Rahman b. Samura, who was one of the Companions of the Messenger of Allah (ﷺ) said: During the lifetime of Allah's Messenger (ﷺ) I was shooting some of my arrows in Medina, when the sun eclipsed. I threw (the arrows) and said: By Allah, I must see how the Messenger of Allah (ﷺ) acts in solar eclipse. So I came to him and he was standing in prayer, raising his hands, Glorifying Him (by saying SubhanAllah) , praising Him (by saying Alhamdulillah), acknowledging His Oneness ( By Saying La ilaha illAllah) , declaring His greatness ( By saying Allahu Akbar), and supplicating Him, till the sun cleared. When the eclipse was over, he recited two surahs and prayed two rak'ahs.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1992

No comments:

Post a Comment