Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, December 21, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1040❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1040❗

Sawal 1 : Allah Subhanahu ne Talut ki Qaum ko ek Nahar ke jariye aazmaya tha , Us Nahar ka kya naam tha ?

A. As-Saihan
B. Al-Furat
C. Al-Shariah
D. Ar-Raihan
E. Neel
F. Al-jaihan
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Talut ke lashkar mein Total kitne log they ?

Sawal 3 : Talut ke lashkar mein kitne log Allah ki aazmayeesh mein kamyab huye ?


A. 80000
B. 300
C. 700
D. 1 lakh
E. 72
F. 70000
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1040❗

Quiz 1 : What is the name of that river by which Allah tested the army of Talut ?

A. As-Saihan
B. Al-Furat
C. Al-Shariah
D. Ar-Raihan
E. Neel
F. Al-jaihan
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : How many people were there in the army of talut ?

Quiz 3 : Out of them how many got succces by the river testing ?


A. 80000
B. 300
C. 700
D. 1 lakh
E. 72
F. 70000
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab CAG
------------
Tafsir At-Tabri : Jab un logo ne talut ki badshahat qubul kar li aur wo unhein le kar jihad ko chale hazrat saadi ke Qoul ke mutabiq unki tadad 80 hazar thi raste mein talut ne kaha ke Allah Subhanahu tumhein ek nehar ke sath azmane wala hai ibn Abbas Radi Allahu Anhu ke Qoul ke mutabiq ye nehar Urdan aur Palestine  ke darmiyan thi uska naam Al-Shariah tha talut ne unhein hoshiyar kar diya ke koi bhi us nehar ka paani na peeye agar pee lega toh mere sath na chale ek adha ghoont agar kisi ne pee liya toh koi harj nahi lakin jab waha pauche peeyas ki shiddat thi nehar par jhuk pade aur khoob pait bhar kar paani pee liya magar log aise pukhta imaan wale bhi they ke jinhone na peeya na ek chulu bhi liya hazrat ibn Abbas Radi Allahu Anhu ke Qoul ke mutabiq ek chullu peene walo ki toh peeyas bhi bujh gayee aur wo  Jihad mein bhi shamil rahe lakin ek chullu se zyada peene walo ki na peeyas buji na wo qabil e jihad rahe Bara Radi Allahu anhu farmate hain ki Ashab-e-Muhammed SallAlalalhu Alaihi Wasallam farmaya karte they ki badr ki ladayee wale din hamari tadad utni hi thi jitni tadad hazrat taut baadshah ke us farmabardar lashkar ki thi jo aapke saath nahar se paar hua tha yani 313
Tafsir At-Tabri - Surah Al Bqara 2 :249

Ibn Al-bara Radi Allahu Anhu se riwayat hai ham log kaha karte they ke badr ke din badri log tadad mein talut ke saathiyon ke 313 barabr they 
Jamia Tirmazi  # 1598-Hasan
Note : Ek aur rivayat mein unki tadad 310 bhi batayee  gayee hai


Answer CAG
-------
Allah states that Talut, the king of the Children of Israel, marched forth with his soldiers and the Israelites who obeyed him. His army was of eighty thousand (80,000) then, according to As-Suddi, but Allah knows best. Talut said:(Verily, Allah will try you) meaning, He will test you with a river, which flowed between Jordan and Palestine, the Al-Shariah river, 
according to Ibn `Abbas and others. He continued,(So whoever drinks thereof, he is not of me;) meaning, shall not accompany me today,(and whoever tastes it not, he is of me, except him who takes (thereof) in the hollow of his hand.) meaning, there is no harm in this case. Allah then said:(Yet, they drank thereof, all, except a few of them.)
Ibn Jurayj stated that Ibn `Abbas commented, "Whoever took some of it (the river's water) in the hollow of his hand, quenched his thirst; as for those who drank freely from it, their thirst was not quenched.Ibn Jarir reported that Al-Bara' bin `Azib said, "We used to say that the Companions of Muhammad who accompanied him on the battle of Badr were more than three hundred and ten (310 or 313), just as many as the soldiers who crossed the river with Talut. 
Only those who believed crossed the river with him.'' Al-Bukhari also reported this.
Tafsir At-Tabri -Surah Al Bqara 2 :249 

Narrated Al-Bara Radi Allahu anhu We used to say that the participants of Badr on the Day of Badr were like the number of companions of Talut, three hundred and thirteen men (313).
Jamia Tirmizi, Book 19, 1598-Hasan

No comments:

Post a Comment