Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, December 2, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1025 ❗

! Only-Quran-Hadith Quiz-1025!

Sawal : Wo kaunse Sahabi hain jinko Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne (khwab mein) farishto ke saath Baadshah ki tarah dekha ?

A. Jafar bin Abu talib Radi allahu anhu
B. Saad bin Muadh Radi allahu anhu
C. Abu Bakr Siddiq Radi allahu anhu
D. Umar bin khattab Radi allahu anhu
E. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
F. Hussain Radi allahu anhu 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1025 ❗

Sawal : To whom Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam saw (in his dream) with angels like a king ?

A. Jafar bin Abu talib Radi allahu anhu
B. Saad bin Muadh Radi allahu anhu
C. Abu Bakr Siddiq Radi allahu anhu
D. Umar bin khattab Radi allahu anhu
E. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
F. Hussain Radi allahu anhu 
G. None of the above
H. I want to know


Sahi jawab A
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya mein ne Jafar bin Abu Talib Radi Allahu Anhu ko Baadshah ki tarah dekha wo Jannat mein Farishton ke Saath do paron ke sahare udd rahe they
Al Silsila Sahiha , 3497

Note: Ulmao ka kahna hai ki jafar Radi Allahu Anhu ke ghazwa e muta mein islam ke liye ladte huye dono bazu kat gaye they aur unhe shaheed kar diya gaya tha isliye unko un bazu ki jagah do par ata kiye gaye hain aur isee wajah se unhe Jafar Al tayyar ka laqab mila (arbi mein tayyara yani udne wala) 



Answer A
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said I saw Jafar bin Abu Talib Radi Allahu Anhu like a king , he was flying in the paradise with angels with his two wings.
Al Silsila Sahiha , 3497

Note: According scholars,during the battle of Muta the jafar Radi Allahu Anhu lost his two arms and got martyr, that’s why he has been provided two wings with these he fly in paradise and he got the name as jafar Al tayyar, Al-tayyar means the one who fly

No comments:

Post a Comment