Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, December 1, 2019

✦ Hamare liye Allah kaafi hai aur wo Behatreen kaarsaz hai aur Allah hi par hum bharosa rakhte hai












Bismillahirahmanirraheem

✦ Khauff ke waqt padhne ki dua
----
✦ Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne faramaya main kis tarah aaram karu jabki usne(israfil Alaihi salam ne) soor mein munh lagaya hua hai aur unke kaan Allah subhanahu ke hukm ke muntazir hain ki wo kab phunkne ka hukm de de aur wo phunk de ye baat Sahaba Radi Allahu Anhu ke dil par sakht (gamnaak) guzri to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya tum kaho 

  حَسْبُنَا اللَّهُ وَنِعْمَ الْوَكِيلُ عَلَى اللَّهِ تَوَكَّلْنَا
HasbunAllah Wa Naimal Wakeel AlaAllahi Tawakkalna 
Yani hamare liye Allah kaafi hai aur wo behatreen kaarsaz hai aur Allah hi par hum bharosa rakhte hain
Jamia Tirmizi, Jild 2, 322-Hasan 
 -----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”میں کیسے آرام کروں جب کہ صور والے اسرافیل علیہ السلام «صور» کو منہ میں لیے ہوئے اس حکم پر کان لگائے ہوئے ہیں کہ کب پھونکنے کا حکم صادر ہو اور اس میں پھونک ماری جائے، گویا یہ امر صحابہ کرام رضی الله عنہم پر سخت گزرا، تو آپ نے فرمایا: ”کہو:
حسبنا الله ونعم الوكيل على الله توكلنا
 یعنی ”اللہ ہمارے لیے کافی ہے کیا ہی اچھا کار ساز ہے وہ اللہ ہی پر ہم نے توکل کیا“
جامع ترمزی جلد ٢ ٣٢٢ حسن
---- 
✦ Abu Saeed Radi Allahu Anhu narrated: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said: 'How can I be comfortable when the one with the horn (Isarafil Alaihi salam) is holding it to his lip, his ears listening for when he will be ordered to blow, so he can blow.' It was as  if that was very hard upon the Companions of the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam so he said to them Say: 
  حَسْبُنَا اللَّهُ وَنِعْمَ الْوَكِيلُ عَلَى اللَّهِ تَوَكَّلْنَا
HasbunAllah Wa Naimal Wakeel AlaAllahi Tawakkalna 
Allah is sufficent for us and what a good protector He is, and upon Allah we trust Jamia Tirmizi, Book 11, Hadith 2431-Hasan


No comments:

Post a Comment