Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, December 3, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1026 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1026 ❗

Allah subhanahu ne Quran ki ek aayat mein ek Nabee se unko di gayee ek khas Naimat ka zikr kiya aur uske baad wali aayat mein unse do ibadatein karne ko kaha 

Sawal 1 . Wo Nabee Kaun hain ?

A. Sulaiman Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Musa Alaihi Salam
D. Ibrahim Alaihi Salam
E. Nooh Alaihi Salam
F. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 . Wo Do Ibadatein kaunsi hain jinko karne ka hukm diya gaya ?

A. Hajj
B. Qurbani
C. Jihad
D. Zakat
E. Namaz
F. Roza
G. Allah ka zikr
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1026 ❗

In a quranic verse Allah subhanahu reminded to the prophet about a special blessing which was given to him only and in another verse Allah ordered him to perform two things (for worship)

Sawal 1 . Who was that prophet ?

A. Sulaiman Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Musa Alaihi Salam
D. Ibrahim Alaihi Salam
E. Nooh Alaihi Salam
F. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 . What are those two things which was ordered him to perform  ?

A. Hajj
B. Sacrifice
C. Jihad
D. Charity
E. Prayer
F. Fasting
G. Rememberence of Allah (Zikr)
H. I want to know

Sahi Jawab F BE
-----
Al Quran : Beshak humne Aapko (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Al-kauther Ata farmayee, So Apne RAB ke liye Namaz parha karo aur Qurbani kiya karo  Beshak Aapka Dushman hi Be Naam-O-Nishan rahega 
Surah Al-Kauther (108) 
-----
Al Quran : Verily, We have granted you (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Al-Kauthar 
Therefore turn in prayer to your Lord and sacrifice (to Him only). For he who hates you, 
He will be cut off 
Surah Al-Kauther (108) 

No comments:

Post a Comment