Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, December 25, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1044❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1044❗

Jawab ek se zyada hain

Sawal : Inmein se kaun kaun seee baato ki gawahi de dene par Allah subhanahu us bande ko jannat mein dakhil karega chahe usne koi bhi amal kiya hoga ?

A. Allah ke siwa koi mabud nahi Wo wahdahu lasharik hai
B. Muhammed ﷺ Allah ke bande aur Rasool hain
C. Isa Alaihi salam uske bande aur Rasool aur uska Kalima hain
D. Isa Alaihi salam ko Maryam Alaihi Salam tak Allah ne pahucha diya tha 
E. Isa Alaihi salam ek rooh hain 
F. Aaamal ka Hisab hona haq hai
G. Jannat aur dozakh haq hai
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1044❗

Answers are more than one

Quiz : What are thoses witnesses if a person bear Allah will enter him in the paradise  ?

A. None has the right to be worshipped but Allah Alone Who has no partners
B. Muhammad ﷺ is His Slave and His Apostle
C. Jesus is Allah's Slave and His Apostle 
D. Jesus is his Word which He bestowed on Mary 
E. Jesus is Spirit created by Him
F. Meezan (balance ) is true
G. Paradise is true, and Hell is true
H. I want to know


Sahi Jawab ABCDEG
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  jisne gawahi di ke Allah ke siwa koi maabood nahi wo akela hai uska koi sharik nahi aur ye ke Mohammad Sallallahu Alahih Wasallam uske bande aur Rasool hai aur ye ke Isa Alahih salam  uske bande aur Rasool hai aur uska kalma hai jisay paucha diya tha Allah Subhanahu ne Maryam Alaihi salam  tak aur ek rooh hai uski taraf se aur ye ke Jannat haq hai aur dozakh haq hai toh usne jo bhi aamal kiya hoga Allah Subhanahu  usay jannat mein dakhil karega 
Sahih Bukhari 3435

Answer ABCDEG
------
The Prophet (ﷺ) said, "If anyone bear witness that None has the right to be worshipped but Allah Alone Who has no partners, and that Muhammad is His Slave and His Apostle, and that Jesus is Allah's Slave and His Apostle and His Word which He bestowed on Mary and a Spirit created by Him, and that Paradise is true, and Hell is true, Allah will admit him into Paradise with the deeds which he had done even if those deeds were few
Saih Bukhair,Book 55, 644

No comments:

Post a Comment