Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, December 5, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1028❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1028❗

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne ek baar sahaba se Soor aur uske phunkne wale farishte ka zikr kiya jisko sunkar sahaba ko dilo mein darr mehsus hua to Aap  Sal-Allahu Alaihi wasallam ne unko ek azkar padhne ko kaha 

Sawal : Wo kaunsa azkar hai ?

A. Allahu Allahu Rabbi la ushrika Bihi Shayaa
B. Ya Hayyu Ya Qayyum, Bi-Raḥmatika Astagith
C. HasbiAllah
D. Allahummastur Auraatina Wa Aamin Ruaatina
E. La hawla wa la Quwwata illa billah
F. Ya Muqallib Qulub thabbit Qalbi Ala Deenak
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1028❗

Once Rasool-Allah ﷺ described about the horn and the angels who is holding it, after hearing this the Companions of the prophet ﷺ got fear , that time RasoolAllah ﷺ taught them a azkar to recite

Quzi : What was that Azkar ?

A. Allahu Allahu Rabbi la ushrika Bihi Shayaa
B. Ya Hayyu Ya Qayyum, Bi-Raḥmatika Astagith
C. HasbiAllah
D. Allahummastur Auraatina Wa Aamin Ruaatina E. La hawla wa la Quwwata illa billah F. Ya Muqallib Qulub thabbit Qalbi Ala Deenak G. None of the above H. I want to know Sahi jawab G ----------- Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne faramaya main kis tarah aaram karu jabki usne(israfil Alaihi salam ne) soor mein munh lagaya hua hai aur unke kaan Allah subhanahu ke hukm ke muntazir hain ki wo kab phunkne ka hukm de de aur wo phunk de ye baat Sahaba Radi Allahu Anhu ke dil par sakht (gamnaak) guzri to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya tum kaho *HasbunAllah Wa Naimal Wakeel AlaAllahi Tawakkalna* Yani hamare liye Allah kaafi hai aur wo behatreen kaarsaz hai aur Allah hi par hum bharosa rakhte hain Jamia Tirmizi, Jild 2, 322-Hasan Answer G --------- Abu Saeed Radi Allahu Anhu narrated: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said: 'How can I be comfortable when the one with the horn (Isarafil Alaihi salam) is holding it to his lip, his ears listening for when he will be ordered to blow, so he can blow.' It was as  if that was very hard upon the Companions of the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam so he said to them Say: HasbunAllah Wa Naimal Wakeel AlaAllahi Tawakkalna Allah is sufficent for us and what a good protector He is, and upon Allah we trust Jamia Tirmizi, Book 11, Hadith 2431-Hasan

No comments:

Post a Comment