Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, December 29, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1046❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1046❗

Hamari Quam ko khabar pahucha do ki hum apne RABB se aa mile hain,  Hamara RABB humse razi aur hum us se Razi hain

Sawal 1 : iss aayat mein kaunsee jung mein shaheed hone wale Ashab ka zikr hai ?

A. Jung e Badr
B. Jung e Jamal
C. Jung e Uhad
D. Jung e Yamama
E. Jung e Hunain
F. Jung e Tabook
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Ye Aayat Quran ki kaunsi surah mein hai ?

A. Surah Muhammed
B. Surah AL-Fath
C. Surah Ahqaf
D. Surah Ahzab
E. Surah Anbiya
F. Surah Zukhruf
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai 



❗Only-Quran-Hadith Quiz 1046❗

Inform our people that we have met our Lord, and He is pleased with us, and we are pleased with Him

Sawal 1 : In this verse the martyr mentioned are belong to which battle?

A. Jung e Badr
B. Jung e Jamal
C. Jung e Uhad
D. Jung e Yamama
E. Jung e Hunain
F. Jung e Tabook
G. None of the above
H. I want to know


Sawal 2 : This verse belong to which Surah of Quran?

A. Surah Muhammed
B. Surah AL-Fath
C. Surah Ahqaf
D. Surah Ahzab
E. Surah Anbiya
F. Surah Zukhruf
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab GG
-------
Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne unlogo ke liye jinhone aap ke azeez Ashab Radi Allahu Anhuma (Qariyon)  ko Bir Mauna mein shaheed kar diya tha tees (30) din tak subah ki Namaz mein badua ki thi aap Ril, Lihyan and Usaiya ke liye un namazon mein baddua karte they jinhone Allah Subhanahu aur uske Rasool (Sallallahu Alahih Wasallam )  ki nafarmani ki thi Anas Radi Allahu Anhu  ne bayan kiya ke phir Allah Subhanahu ne apne Nabi Sal-Allahu Alahih Wasallam par unhein Ashab Radi Allahu Anhuma  ke bare mein jo bir mauna mein shaheed kar diye gaye they Quran majid ki aayat nazil ki ham us aayat ki tilawat kiya karte they lakin baad mein wo mansukh ho gayee ( us aayat ka tarjuma ye hai)  hamari qoum ko khaber paucha do ke ham apne RABB se aa mile hain hamara RABB hamse razi hai aur ham bhi us se razi hai
Sahih Bukhari, Jild 5, 4095


Answer GG
------
Narrated Anas bin Malik:The Prophet (ﷺ) invoked evil upon those (people) who killed his companions at Bir Mauna for 30 days (in the morning prayer). He invoked evil upon (tribes of) Ril, Lihyan and Usaiya who disobeyed Allah and His Apostle. Allah revealed a Qur'anic Verse to His Prophet regarding those who had been killed, i.e. the Muslims killed at Bir Ma'una, and we recited the Verse till later it was cancelled. (The Verse was:) 'Inform our people that we have met our Lord, and He is pleased with us, and we are pleased with Him."
Sahih Bukhari,  Book 59, Hadith 421

No comments:

Post a Comment