Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, December 10, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1032❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1032❗

Allah Subhanahu ne Quran mein ek kasam li hai aur usko badi kasam kaha hai aur uske baad kisi ki tarif ki hai

Sawal 1 : Wo kasam kiski li hai ?

A. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Arsh e Azeem 
C. Raat ki jab andhera cha jaye
D. Taaro ki manzilon ki
E. Rooh nikalne wale Farishto ki 
F. Aasman jismein burj hain 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Us kasam ko lene ke baad  Allah subhanhu ne kiski tairf ki hai ?

A. Quran ki 
B. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ki
C. Jibril Alaihi salam ki
D. Saf baandh kar khade rahne wale Farishto ki
E. Sidratul Muntaha ki
F. Jannat ki
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai





❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1032❗

Allah Subhanahu took the oath in Quran and said "its a great oath" and after that he praise for somebody or something 

Sawal 1 : That oath belong to whom or which thing ?

A. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Arsh e Azeem  (throne)
C. Dark Night
D. Setting of the stars
E. The Angels who took out soul
F. The sky containing great stars
G. None of the above
H. I want to know


Sawal 2 : After taking that oath Allah praise for whom or for which thing ?

A. Quran 
B. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam 
C. Jibril Alaihi salam 
D. Angels who stand in rows
E. Sidratul Muntaha 
F. Paradise
G. None of the above
H. I want to know


Bismillahirrhamaniraheem

*Sahi Jawab DA*
------
*فَلَا أُقْسِمُ بِمَوَاقِعِ النُّجُومِ*
Humko taaro ki manzilo ki kasam

*وَإِنَّهُ لَقَسَمٌ لَّوْ تَعْلَمُونَ عَظِيمٌ*
Agar tum samjho to ye badi kasam hai

*إِنَّهُ لَقُرْآنٌ كَرِيمٌ*
ki ye bade rutbe ka Quran hai

*فِي كِتَابٍ مَّكْنُونٍ*
Jo Kitab e mehfooz mein likha hua hai

*لَّا يَمَسُّهُ إِلَّا الْمُطَهَّرُونَ*
usko wahi haath lagate hain jo paak hain
------
Surah Al-Waqiaa (56), 75-79 

*Tafsir Ibn kathir : Pahli aayat ki tafseer mein Mujahid farmate hain is aayat se murad sitaro ke tulu aur zahir hone ki aasman ki jagahein hai aur Muwaqa (َمواقعِ) se murad manzile hain*



Bismillahirrhamaniraheem

*Answer DA*
------
*فَلَا أُقْسِمُ بِمَوَاقِعِ النُّجُومِ*
So I swear by the setting of the stars.

*وَإِنَّهُ لَقَسَمٌ لَّوْ تَعْلَمُونَ عَظِيمٌ*
And verily that is indeed a great oath, if you but know.

*إِنَّهُ لَقُرْآنٌ كَرِيمٌ*
That (this) is indeed an honourable recitation (the Noble Qur'an).

*فِي كِتَابٍ مَّكْنُونٍ*
In a Book well-guarded (with Allah in the heaven i.e. Al-Lauh Al-Mahfuz ).

*لَّا يَمَسُّهُ إِلَّا الْمُطَهَّرُونَ*
Which (that Book with Allah) none can touch but the purified (i.e. the angels).
------
Surah Al-Waqiaa (56), 75-79 

No comments:

Post a Comment