Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, December 30, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1048❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1048❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Musa Alaihi salam ne jab aag dekhi aur uske pass gaye to unke RABB ne apna tarruf apne kaunse naamo ke saath karwaya ?

A. Allah
B. Al-Hakim
C. Ar-Rahman
D. Al-Quddus
E. Al-Mannan
F. Al-Malik
G. AL-Azeez
H. Sahi Jawab ka intezar hai 

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1048❗

Answers are more than one

Quiz : When Musa Alaihi salam saw the fire and he went towards him , that time his Lord indrocued himself with which names ?

A. Allah
B. Al-Hakim
C. Ar-Rahman
D. Al-Quddus
E. Al-Mannan
F. Al-Malik
G. Al-Azeez
H. I want to know

*Bismillahirrahmanirrahim*

Sahi jawab ABG
------
Al Quran : Jab Musa Alaihi Salam ne apne ghar walo se kaha ke maine  Aag dekhi hai mein waha se (raste) ka pata lata hu ya sulagta hua Angara tumahare paas lata hu taake tum taapo, Jab Musa Alaihi Salam  uske paas aaye toh Nida aaye ke wo jo aag mein (Tajjali dikhata) hai Barkat wala hai aur jo aag ke aas paas hain aur Allah jo tamam Aalam ka RABB hai paak hai 
(Phir Allah ne farmaya)
*يَا مُوسَىٰ إِنَّهُ أَنَا اللَّهُ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ*
Eh Musa main hi Allah hu , Al-Azeez ( Sab par Ghalib) aur Al-Hakim (Hikmat wala)
------
Surah An-Naml (27) 7-9

*Bismillahirrahmanirrahim*

Answer ABG
------
Al Quran : (Remember) when Musa (Moses) said to his household: "Verily I have seen a fire; I will bring you from there some information, or I will bring you a burning brand, that you may warm yourselves." But when he came to it, he was called: "Blessed is whosoever is in the fire, and whosoever is round about it! And glorified be Allah, the Lord of the 'Alamin(mankind, jinn and all that exists)
*يَا مُوسَىٰ إِنَّهُ أَنَا اللَّهُ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ*
"O Musa (Moses)! Verily it is I, Allah,  Al-Azeez (the All-Mighty) , Al-Hakim (the All-Wise)
------
Surah An-Naml (27) 7-9

No comments:

Post a Comment