Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, December 30, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1047❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1047❗

Sawal : Wo kya cheez hai jisko khwab mein koi musalman dekhe to iska matlab Deen mein sabit qadam hai ?

A. Paanw mein bedi
B. Aasman se rassi jisko wo tham le
C. Gale mein zanzeer
D. Haatho mein hathkadi
E. Tez Barish mein khada hona
F. Tez hawa mein khada hona
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai 


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1047❗

Sawal : What is that thing if a believer sees in his dream it means steadfastness in religion ?

A. Fetters 
B. A Hoding Rope from the sky
C. A Chains in the neck
D.A chains in the Hands
E. Standing in the heavy rain
F. Standing in the heavy winds
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab A
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya  agar tum mein se koi shaks na pasandida khwab  dekhein toh khada ho jaye aur namaz padhe aur logo ko uske bare mein kuch na bataye farmaya paanw ki bedi khwab mein dekhna mujhe pasandida hai aur gale ka tauq na pasand hai,  bedi deen mein sabit qadmi ki alamat hai
Sahih Muslim - 5905

Answer A
--------
Abu Huraira reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying: if any one of you sees a dream which he does not like he should stand up and offer prayer and he should not relate it to people, and he said: I would love to see fetters (in the dream), but I dislike wearing of necklace (Chains) , for the fetters is (an indication of) one's steadfastness in religion. 
Sahih Muslim, Book 29, 5621

No comments:

Post a Comment