Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, October 31, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 995❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 995❗

Pahle sawal mein Jawab ek se zyada hai 

Sawal 1 : Ek baar Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam  ne Sahaba se apne kuch naam bayan kiye wo kaun kaun se they ?

Sawal 2 : inmein se kaunse naam ka matlab ye hai ki logo ko ALLAH se darane wala ?

A. Muhammed
B. Ahmed
C. Hadi
D. Hashir
E. Nazeer
F. Aaqib
G. Mahi
H. Inmein se koi nahi
I. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 995❗

The first Question has more than one answer.

Quiz 1 : Once Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam introduced his few name to sahaba , what were those names ?

Quiz 2 : The meaning of which name is *the warner* among below ?

A. Muhammed
B. Ahmed
C. Hadi
D. Hashir
E. Nazeer
F. Aaqib
G. Mahi
H. None of the above
I. I want to know

Bismillahirrhamnirrhim

Sahi Jawab ABDFG/ E
---
يَا أَيُّهَا النَّبِيُّ إِنَّا أَرْسَلْنَاكَ شَاهِدًا وَمُبَشِّرًا وَنَذِيرًا
---
Eh Nabee (Sal-Allahu alaihi wasallam) humne apako Shaheed (gawahi dene wala) , Mubashshir ( Khushkhabri dene wala) aur Nazeer (logo ko Allah se Darane wala) bana kar bheja hai
Surah Al Ahzab (33),  45
---
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Main Muhammad hu aur Main Ahmad hu aur main Mahi hu yani meri wajah se ALLAH taala kufr ko mitayega aur Hashir hu yani log mere qadmo par hashr (ikaththey) kiye jayenge aur Aaqib hu yani mere baad koi Nabee nahi hai 
Sahih Muslim, Vol 6, 6105


Bismillahirrhamnirrhim

Answer ABDFG/ E
------
يَا أَيُّهَا النَّبِيُّ إِنَّا أَرْسَلْنَاكَ شَاهِدًا وَمُبَشِّرًا وَنَذِيرًا
---
O Prophet, indeed We have sent you as a witness and a bringer of good tidings and a warner.
Surah Al Ahzab (33),  45

Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said I am Muhammad and I am Ahmad, and I am al-Mahi (the obliterator) by whom unbelief would be obliterated, and I am Hashir (the gatherer) at whose feet mankind will be gathered, and I am 'Aqib (the last to come) after whom there will be no Prophet. 
Sahi Muslim, Book 030, Number 5810

No comments:

Post a Comment