Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, October 8, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 975 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 975 ❗

Sawal : Ek baar Kuch musalmano ke haath dushman ki bakriya lag gayee to unhone usko loot li aur haandiya chadha di (yani pakane ki tayyari kar li) , Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam jab uske paas se guzre to kya farmaya ?

A. Ye bahut achcha Maal-e-Ganeemat hai
B. Isme se 1/4 Sadqa kar do
C. Ismein se 1/2 Sadqa kar do
D. Lootna Halal nahi hai
E. Ye Sirf Mujahido ko halal hai
F. Isko madine mein taqseem kar do
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Quiz :  Once Muslim came across some of the enemy’s sheep and plundered them and set up their cooking pots. When RasooAllah SallAllahu Alaihi Wasallam came to know about this what he said ?

A. Its very good War booty (Maal-e-ganimah)
B. Give Charity 1/4 out of this
C. Give Charity 1/2 out of this
D. Plunder is not permissible.
E. Only Mujahid should eat from this
F. Give it all to the people of Madina
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab D
-------
Tha'labah bin hakam Radi Allahu Anhu se riwayat hai dushman ki bakriyan humare hath lag gayee humne wo loot liye aur apni handiya chada diya  jab Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam handiyon ke paas se guzre toh ( unhein oondelne ka) hukm diya islyie wo oondel di gayee, phir farmaya lootna halal nahi hai
Al SilSila Sahiha , 1616

Answer D
-------
It was narrated that Thalabah bin Hakam said: We came across some of the enemy’s sheep and plundered them, and set up our cooking pots. Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam passed by the pots and ordered that they be overturned, then he said Plunder is not permissible
Al SilSila Sahiha , 1616

No comments:

Post a Comment