Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, October 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 981 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 981 ❗

Ek Baar Ek shaksh RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ke pass kisi ki shikayat lekar aaya to Aap ﷺ  ne farmaya ki aap apna saman ghar se bahar nikal kar raste par rakh do 

Sawal  : Wo Shaksh kiski shikayat lekar  RasoolAllah ﷺ  ke pass aaya tha ?

A. Apne Bete ki
B. Apne Padosi ki
C. Apni Maa ki
D. Apni Biwi ki
E. Apne Walid ki
F. Apne Bhai ki
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 981 ❗

Once a man came to the RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam and complainied about some one after heariunf this RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam said take your things out from your home and put into the road

Quiz : That person complained about whom ?

A. About his Son
B. About his Neighbour
C. About his Mother
D. About his Wife
E. About his Father
F. About his Brother
G. None of the above
H. I want to know


Answer B
-----------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu said, "A man said, 'Messenger of Allah SallAllahu Alahi Wasallam, I have a neighbour who does me harm.' He said, 'Go and take your things out into the road.' He took his things out into the road. People gathered around him and asked, 'What's the matter?' He replied, 'A neighbour of mine injures me and I mentioned it to the Messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace. He told me, "Take your things out into the road."' They began to say, 'O Allah, curse him! O Allah, disgrace him!' When the man heard that, he came out to him and said, 'Go back to your home. By Allah, I will not harm you.'"
Al Adab Al Mufrad (Imam Bukhari)
 Book 6, 124-Sahih

Sahi Jawab B
---------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hai ek admee ne Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ki khidmat mai arz ki mera padosi mujhe taklif de raha hai Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne (hikmat aamli ke taur par) farmaya jaa kar apna saman nikalo aur baahr raste mein rakh do wo ghar pahucha aur saman nikal Kar raste mai rakh diya, log jama ho gaye aur puchne lage ke tumhein kya ho gaya hai unhone bataya ke mera padosi mujhe tang karta hai maine Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam se shikayat ki thi toh Aap Sallallahu Alaih Wasallam ne mujhe hukm diya ke apna saman nikal kar raste mai rakh do, ye sun kar wo log kehne lage ke Ya Allah aise admee par lanat farma aur usay zalil farma, jab ye padosi ko pata chala toh kahne laga apna saman uthao aur apne ghar le jao, Allah ki kasam aaj ke baad mein tumehin tang nahi karunga 

Al Adab Al Mufrad (Imam Bukhari ) 124- Sahih

No comments:

Post a Comment