❗ Only-Quran-Hadith Quiz 990❗
Ek baar RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam ke samne khana Rakaha hua tha Aap ne dua farmayee ki Ya Allah aiseee aadmi ko is khane ki taraf bhej jis se tu muhabbat karta hai aur jo tujhse muhabat karta hai
Sawal : Us dua ke baad kaunse sahabi waha tashreef laye ?
A. Jafar bin abu talib Radi allahu anhu
B. Muaaz bin jabal Radi allahu anhu
C. Saad bin Muadh Radi allahu anhu
D. Musaib bin umair Radi allahu anhu
E. Uthman radi allahu anhu
F. Abu Bakr radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz 990❗
Once there were some food infront of RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam and he supplicated like this, "Oh Allah send someone towards this food, to whome you love and he also loves you
Quiz : After that supplication who came there ?
A. Jafar bin abu talib Radi allahu anhu
B. Muaaz bin jabal Radi allahu anhu
C. Saad bin Muadh Radi allahu anhu
D. Musaib bin umair Radi allahu anhu
E. Uthman radi allahu anhu
F. Abu Bakr radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know
✅ *Sahi Jawab G* 💐
*Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhu*
-----
Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke samne khana tha Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Eh Allah aise admee ko iss khaane ki taraf le aa jis se tu Mohabbat karta ho aur wo tujhse Mohabbat karta ho itne mai Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhu aagye
Silsila As Sahiha, 3389
-----
*Note : Saad bin Mauadh aur Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhuma dono alag sahabi they*
Saad bin Muadh Radi Allahu Anhu ki maut par Allah ka arsh bhi hilne laga tha (Sahih Bukhari, Jild 5, 3803)
Saad Bin Abi Waqas Radi Allahu Anhu un das khushnaseeb sahabiyo mein se ek hain jinko Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne duniya mein hi jannat ki khushkbari de di thi(Sunan Abu Dawud, Jild 3 ,122-Sahih)
Answer G
----
Once there were some food in front of Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam, He said O Allah! Let someone whom you love and who loves you eat this food , After that Saad bin abi waqas Radi Allahu Anhu Came
Silsila As Sahiha, 3389
----
Note : Saad bin Mauadh and Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhuma both are diffrent sahabi.
The Throne (of Allah) shook at the death of Sad bin Muadh Radi Allahu Anhu (Sahih Bukhari, Book 58, Hadith 147)
And the Sab bin abi waqas is among those ten sahabi to whom Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said that these ten peole are from the peopme of paradise. (Sunan Abu Dawud, Book 40, 4632-sahih)
No comments:
Post a Comment