❗ Only-Quran-Hadith Quiz 993❗
Sawal : Firuan ne jab Musa Alaihi salam se pucha ki tumhara (tum dono ka) RABB kaun hai to unhone kya jawab diya ?
A. Jo Mashriko aur Magribo ka RABB hai
B. Mera Rabb wo hai zinda karta hai maarta hai
C. Mera Rab wo hai Jo Suraj Ko Mashrik se Nikalta hai
D. Jisne Aasman se mann salwa nazil kiya
E. Jisne har cheez ko uski surat ata ki phir raah dikhayee
F. Jo zameeno aasmano aur jo kuch usmein hai un sabka RABB hai
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz 993❗
Quiz : When Firaun asked to Musa Alaihi salam who is the Lord of you two then what he replied ?
A. The Lord of East and West
B. My Lord is the one who gives lifes and death
C. My lord is the one who let the sun rise form the east
D. The one who sent Mann & Salwa (Food) from the heaven
E. He Who gave to each thing its form and nature, then guided it aright
F. He is the lord of the heaven and the earth and whatever in it
G. None of the above
H. I want to know
Bismillahirrahmanirraheem
Sahi Jawab E
-------
Al Quran : (Firaun ne kaha) Eh Musa tumhara RABB kaun hai
(Unhone) kaha hamara RABB wo hai jisne har cheez ko uski surat ata ki phir raah dikhayee
kaha phir pahli jamaton ka kya haal hai
kaha unka ilm mere RABB ke waha kitab mein hai mera RABB na galti karta hai aur na bhulta hai
Al Quran : Surah TaHa (20), Verse-49-52
Answer E
-------
Fir'aun (Pharaoh) said: Who then, O Musa (Moses), is the Lord of you two ?
[Musa (Moses)] said: Our Lord is He Who gave to each thing its form and nature, then guided it aright.
[Fir'aun (Pharaoh)] said: What about the generations of old?
[Musa (Moses)] said: The knowledge thereof is with my Lord, in a Record. My Lord neither errs nor He forgets.
Al Quran : Surah TaHa (20), Verse-49-52
No comments:
Post a Comment