Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, October 21, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 986❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz  986❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Wo kaunsa waqt hai jab Dua Qubul hone ke imkan (chance) zyada hote hain ?

A. Jihad ke Waqt
B. Bistar par jate waqt
C. Barish ke waqt
D. Deen ki tableeg ke waqt
E. Nikah ke waqt
F. Iqamat ke waqt
G. Safar ke waqt
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Answer are more than one

Quiz : In which situations there are more chances of supplication to be accepted ?

A. During Jihad
B. Whiile you go to bed for sleep
C. During Rain
D. While somebody do dawah for Islam
E. While somebody got married
F. During the Iqamah
G. During journey
H. I want to know


Sahi Jawab ACFG
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya dua ki Qubuliyat lashkaron se takrane ke waqt (Jihad ke Waqt ) Namaz ki iqamat ke Waqt aur barish ke Nuzul ke waqt talash Karo 
Al-Silsila-As-Sahiha # 541

Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Teen tarah ki Dua jarur Qubul ki jati hain aur unki Qubuliyat mein Koi shaq nahi hai 
1. Walid ( father) ki Dua Aulad ke Haq mein
2. Musafir ki Dua (Safar ke waqt)
3. Mazlum ki Dua
Sunan Abu Dawud, 1523-Hasan


Answer ACFG
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said seek out the time for accptence of supplication at the time of battle when the fighting begins, at the time of the call (to prayer , Iqamah), at the time of rain
Al-Silsila-As-Sahiha-541

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Three supplications are answered, there being no doubt about them
1. A father, 
2. A traveler (during journey)
3. The one who has been wronged (oppressed)
Sunan Abu Dawud, Book 8, 1531-Hasan

No comments:

Post a Comment