Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, October 30, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 994❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 994❗

Ek Sahabi ne Allah Subhanahu ki Kasam kha kar farmaya ki sachchi baat kahne ka jo sila unko Allah subhanahu ne ata farmaya wo kisi ko nahi diya hoga

Sawal 1 : Un Sahaabi ka kya naam hai ?

A. Khalid bin waleed  Radi allahu anhu 
B. Kab bin Malik Radi allahu anhu
C. Saad bin Muadh Radi allahu anhu
D. Musaib bin umair Radi allahu anhu
E. Saad bin Abi Waqas radi allahu anhu
F. Abu Bakr radi allahu anhu
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Unhone kis cheez ke baare mein sach bola tha  ?

A. Maal-e-Ganeemat ke bare mein
B. Ek Jung ke bare mein
C. Unki Biwi ke bare mein
D. Unhone Jasusi ki thi uske bare mein
E. Sharab ke bare mein
F. Virasat ke maal ke baare mein
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 994❗

Once a Sahabi said By Allah, I do not know anyone whom Allah has helped for telling the truth more than me

Quiz 1 : What is the name of that sahabi ?

A. Khalid bin waleed  Radi allahu anhu 
B. Kab bin Malik Radi allahu anhu
C. Saad bin Muadh Radi allahu anhu
D. Musaib bin umair Radi allahu anhu
E. Saad bin Abi Waqas radi allahu anhu
F. Abu Bakr radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know

Quiz : For which things he said true ?

A. About War booty (Maal-e-Ganimah)
B. About a Battle
C. About his wife
D. About the Spying
E. About the drinking of wine
F. About the property of inheritance
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab BB
Unhone Jung e Tabook ke baare mein sach bola tha ki kyu wo jung mein gair hazir they
------
Abdullah bin kaab se rivayat hai ki Kaab bin malik Radi allahu anhu ek baar jung e tabuk mein apni gair hazri ka Qissa bbayan farma rahe they unhone kaha ki Allah ki kasam sach bolne ka jitna achcha sila mujhe Allah subhanahu ne diya waisa kisi ko na diya gaya hoga RasoolAlalah Sallalalahu alaihi Wsallam se maine us (jung) ke baare  mein sach baat kahi thi us waqt se aaj tak kabhi jhooth ka irada bhi nahi kiya aur Allah subhanahu ne RasoolAlllah Salalalahu alaihi wasalllam par aayat nazil farma di thi
Sahi Bukhari, Jild 6, 4678

Answer BB
About a battle of Tabuk  in which he remained behind
-------
Narrated Abdullah bin Kab I heard Kab bin Malik talking about the story of the battle of Tabuk when he remained behind, "By Allah, I do not know anyone whom Allah has helped for telling the truth more than me since I mentioned that truth to Allah's Messenger (ﷺ) till today, I have never intended to tell a lie. And Allah revealed to His Apostle: "Verily! Allah has forgiven the Prophet, the Muhajirin............ and be with those who are true (in words and deeds)." (9.117-119) 
Sahi Bukhari, Book 60, Hadith 200

No comments:

Post a Comment