Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, October 24, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 989❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 989❗

Jawab ek se zyada hain

Allah Subhanahu ne Quran mein kuch Qisse aur Waqiyat bayan kiye aur phir farmaya ki ye Gaib ki khabrein hain jo hum aapki taraf wahi karte hain ?

Sawal : Wo Qisse aur waqyat kinke baare mein they ?

A. Maryam Alaihi salam
B. Hud Alaihi salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Adam Alaihi Salam
E. Nooh Alaihi Salam
F. Ibrahim Alaihi Salam
G. Musa Alaihi Salam
H. Sahi Jawab ka intezar hai


 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 989❗

Answers are more than one

Allah has mentioned some stories in Quran and said that That is from the news of the unseen (Ghaib) which We reveal to you ?

Quiz : Those stories is related to whom ?

A. Maryam Alaihi salam
B. Hud Alaihi salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Adam Alaihi Salam
E. Nooh Alaihi Salam
F. Ibrahim Alaihi Salam
G. Musa Alaihi Salam
H. I want to know


Sahi Jawab ACE
----
Al Quran : Maryam (Alahi Salam) apne parwardigaar ki farmabardari karna aur sajda karna aur ruku karne walon ke saath ruku karna ye batein Gaib ki khabron mein se hain jo hum tumhari taraf wahi karte hain aur jab woh log apne qalam (bator quran) daal rahe they ke Maryam ka kafil kaun bane to tum un ke paas nahi they aur na is waqt hi un ke paas they jab woh aapas mein jhagad rahe they
Surah Aal-E-Imran (3) , 43-44
----
Al Quran : Kaha gaya Eh Nuh (Alahi Salam) hamari taraf se salamati aur barkatoon ke sath jo tum par aur tumahe sath walon par rahegi, kashti se utar aur dusre firqe hain ke hum unhein duniya mein faida denge phir inhen hamari taraf se dardnaak azaab pahuchega, yeh Gaib ki khabrain hain jinhein hum aap ki taraf wahi karte hain is se pahle nah to Aap hi jante they aur na aap ki qoum janti thi , isliye sabr karo kyun ke behtar injaam parhezgaron ke liye hai
Surah Hud (11), 48-49
----
Al Quran : (Yusuf Alaihi Salam ne kaha) Mere RABB tune mujhe kuch hukoomat di hai aur mujhe khowabon ki tabeer ka ilm bhi shiklaya hai Eh Asmano aur zameen ke bananay wale duniya aur akhirat mein tu hi mera karsaaz hai to mujhe islam par mout de aur mujhe neik logo mein shaamil kar, ye gaib ki khabrain hain jo hum tumhari taraf bhejte hain
Surah Yusuf (12), 101-102


Answer ACE
------
Al Quran : O Maryam , be devoutly obedient to your Lord and prostrate and bow with those who bow [in prayer].
That is from the news of the unseen  (Ghaib) which We reveal to you. And you were not with them when they cast their pens as to which of them should be responsible for Maryam, Nor were you with them when they disputed.
Surah Aal-E-Imran (3) , 43-44

Al Quran : It was said, O Nuh, disembark in security from Us and blessings upon you and upon nations [descending] from those with you. But other nations [of them] We will grant enjoyment; then there will touch them from Us a painful punishment."
That is from the news of the unseen  (Ghaib) which We reveal to you. You knew it not, neither you nor your people, before this. So be patient; indeed, the [best] outcome is for the righteous.
Surah Hud (11) , 48-49

Al Quran : My Lord, You have given me [something] of sovereignty and taught me of the interpretation of dreams. Creator of the heavens and earth, You are my protector in this world and in the Hereafter. Cause me to die a Muslim and join me with the righteous.That is from the news of the unseen  (Ghaib) which We reveal to you. And you were not with them when they put together their plan while they conspired.
Surah Yusuf (12), 101-102

No comments:

Post a Comment