Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, October 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 982 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 982 ❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Musa Alaihi salam ki Quam ko jo Gaay zabah karne ko kaha gaya uski nishaniya kya batayee gayee thi ?

A. Wo gaay budhi na ho
B. Wo Kheti mein kaam mein aati ho
C. Uska Rang Zard (Yellow) ho
D. Uske koi bachcha na ho
E. Wo oont ki tarah dikhti ho
F. Wo gaay bachche ki tarah na ho
G. Wo Gaay jungle mein rahne wali ho
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz 982 ❗

Answers are more than one

Quiz : The Bani israeel was commanded to slaughter a cow,  What characteristics were told about that cow ?

A. It should not be too old
B. Being Used to water the fields
C. Its color should be yellow
D. It has no child
E. Looks like a camel
F. It should not be too young
G. it should live in forest
H. I want to know


✅: Sahih Jawab: ACF 💐

----

Unhone Kaha hamare liye apne RABB se dua karen hume bataye ke wo gaay kaisee hai 
kaha wo farmata hai ke wo aisee gaay hai na budhi aur na bachcha uske darmiyan hai , to (Zabah) kar dalo jo tumhein hukm diya jata hai
Unhone kaha hamare liye apne RABB se dua karen ke hume bataye uska rang kaisa hai kaho wo farmata hai ke wo ek zard (yellow) gaay hai uska rang khub gehra dekhne walo ko bahut achchi malum hoti hai

 

Unhone Kaha ke humare liye apne RABB se dua karen ke hume bataye ke wo kis qism ki hai kyu ke wo gaay hum par mushtaba ho gayee hai aur hum agar Allah Subhanahu ne chaha to zarur pata laga lenge 



Kaho wo farmata hai ke wo ek aisee gaay hai mehnat karne wali nahi Jo na zameen ko jotti hai na kehti ko Paani deti ho, be aib hai usmein koi daag nahi 

unhone kaha ab aap ne theek baat baatayee phir unhone usay zabah Kar diya aur wo karne wale to nahi they 

Al-Quran Surah Al-Baqarah (2) 68-71


Answer ACF
------
They said, "Call upon your Lord to make clear to us what it is." [Moses] said, "[Allah] says, 'It is a cow which is neither old nor virgin, but median between that,' so do what you are commanded."
They said, "Call upon your Lord to show us what is her color." He said, "He says, 'It is a yellow cow, bright in color - pleasing to the observers.' "
They said, "Call upon your Lord to make clear to us what it is. Indeed, [all] cows look alike to us. And indeed we, if Allah wills, will be guided."
He said, "He says, 'It is a cow neither trained to plow the earth nor to irrigate the field, one free from fault with no spot upon her.' " They said, "Now you have come with the truth." So they slaughtered her, but they could hardly do it.
Surah Al Baqarah (2), 68-71

No comments:

Post a Comment