Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, October 18, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 983 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 983 ❗

Ek Nabee Qayamat ke din Allah ke samne apne ek rishtedar ki shafaat ke liye jayenge jinki maut kufr par huyee thi  to Allah Subhanahu unki sifarish Qubul nahi karnege

Sawal 1 : Wo Nabee kaun honge ?

A. Nooh Alaihi salam 
B. Loot Alaihi salam
C. Ibrahim Alaihi salam
D. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
E. Yusuf Alaihi salam 
F. Yunus Alaihi salam 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Wo apne kaunse rishtedar ki shafaat ke liye jayenge ?

A. Apne Bhai ki
B. Apni  Biwi ki
C. Apne Walid ki
D. Apne Bete ki
E. Apne Chacha ki
F. Apne Walida ki
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 983 ❗

On the Day of Qayamaha a prophet will request to Allah to forgive his relative who died on the disbelief (kufr)  but Allah will reject his request.

Quiz 1 : What is the Name of that Prophet ?

A. Nooh Alaihi salam 
B. Loot Alaihi salam
C. Ibrahim Alaihi salam
D. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
E. Yusuf Alaihi salam 
F. Yunus Alaihi salam 
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : For which relative he Requested for forgiveness ?

A. His Brother
B. His Wife
C. His Father
D. His Son
E. His Uncle
F. His Mother
G. None of the above
H. I want to know


Answer CC
-----
The Prophet (ﷺ) said, "On the Day of Resurrection Abraham will meet his father Azar whose face will be dark and covered with dust.(The Prophet (ﷺ) Abraham will say to him): 'Didn't I tell you not to disobey me?' His father will reply: 'Today I will not disobey you.' 'Abraham will say: 'O Lord! You promised me not to disgrace me on the Day of Resurrection; and what will be more disgraceful to me than cursing and dishonoring my father?' Then Allah will say (to him): I have forbidden Paradise for the disbelievers." Then he will be addressed, O Abraham! Look! What is underneath your feet? He will look and there he will see a Dhabh (an animal,) blood-stained, which will be caught by the legs and thrown in the (Hell) Fire."
Sahih Bukhari, Book 55, Hadith 569

Sahi Jawab CC
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Ibrahim Alahih Salam apne walid Aazar se Qayamt ke din jab milenge to unke Walid ke chehre par sihayee aur gubar hoga, ibarhim Alahih Salam kahenge ke maine aap se nahi kaha tha ke meri mukhalifat na kijiye, wo kahenge ke aaj main aap ki mukhalifat nahi karunga, Ibrahim Alahih Salam arz karenge Ya RABB tune wada farmaya tha ke mujhe Qayamat ke din ruswa Nahi karega aaj iss ruswayee se badh kar kounsi ruswayee hogi ke mere walid teri Rehmat se sabse zyada dur hai, Allah Subhanahu farmayega ke Maine Jannat kafiron par haram kar di hai, phir kaha jaega ke Eh Ibrahim Alaihi Salam aap ke qadmo ke neeche kya Cheez hai,  Wo dekhenge to ek zibah Kiya hua Janwar khoon se bhara hua waha pada hoga aur phir Uske Paaon pakad kar usko dozakh main dal diya jayega
Sahih Bukhari 3350

No comments:

Post a Comment