Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 13, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 979 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 979 ❗

Sawal : Neeche likhi gayee Fazilato ko Sahaba ke naam se milan kijiye ? jawab is tarah dijiyega..1A 2C 3D 4G

1. Allah ke deen par sabse zyada sakht
2. Sabse behatreen Qari
3. Zu-l-Janahain yani Do paro (pankh) wale ke bete
4. is Ummat ke Ameen
-------------
A.  Muaadh bin Jabal  Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu
F. Jafar radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar

Quiz : According Hadith , Which Characteristic belong to which sahaba ? 
Kindly reply like this 1A 2C 3D 4G ?

1. The one most strict to the religion of Allah
2. The best in reciting the Book of Allah
3. Zu-l-Janahain - The son of two-winged person
4. is Ummat ke Ameen
-------------
A. Muaadh bin Jabal  Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu
F. Jafar radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab
-------
1B
2E
3F
4G
-------
Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya Meri Ummat mein  se ALLAH ke deen ke bare mein sabse ziyada sakht Umar Radi Allahu Anhu hain , ALLAH ki kitab ko sabse umdah parhney wale (Qari) Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain , Khabardar har ummat ke liye ek Ameen hota hai aur is ummat ke Ameen Abu Ubaidah bin Al jarrah Radi Allahu Anhu hain
Sunan Ibn Majah, Jild 1, 154-Sahih

Ash-Shu`bi Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma jab bhi hazrat jafar Radi Allahu Anhu ko salam karte to unse ye kahte ki As salamu alaika Ya ibn Zu-l-Janahain yani eh do paro (pankh) wale buzurg ke sahebzade
Sahih Bukhari, JIld 5, 3709




Answer

1B
2E
3F
4G
--------
The Messenger of Allah Peace be upon him said: the one most strict to the religion of Allah is Umar Radi Allahu Anhu;the best in reciting the Book of Allah is Ubayy bin Kab Radi Allahu Anhu;And every nation has a trustworthy guardian, and the trustworthy guardian of this Ummah is Abu Ubaidah bin Jarrah Radi Allahu Anhu
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , 154-Sahih

Narrated Ash-Shu`bi Radi Allahu Anhu Whenever Ibn Umar Radi Allahu Anhu greeted Ibn Jafar Radi Allahu Anhu he used to say: "As-salamu-'Alaika (i.e. Peace be on you) O son of Dhu-l-Janahain (son of the two-winged person).
Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 58

No comments:

Post a Comment