Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, October 24, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 988❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz  988❗
 
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab makka se madina hijrat karke ja rahe they to ek shaksh ne unka peecha kiya tha jiske liye RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallamne baddua ki. 
 
Sawal 1 : Us Shakhs ka kya naam tha ?
 
A. Abu Jahal
B. Suraqa bin Malik 
C. Uqba bin Abi Muait
D. Umaiya bin Khalaf
E. Abu Lahab
F. Ikrama bin Abu Jahal
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Us baddua ka asar kya hua ?
 
A. Us Shakhs ke Oont ke paaw zameen mein dhas gaye
B. Us Shakhs ke upar bijli gira di gayee
C. Wo Tez hawa ki wajah se rasta bhatak gaya
D. Usko Andha kar diya gaya
E. Jibril Alaihi salam ne usko aasman tak utha liya
F. Uske charo aur aag ka ek dayra ban gaya 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 988❗
 
When the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam imigrated to madina a perosn persued him and the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam invoked evil on him
 
Quiz 1 : Who was that person ?
 
A. Abu Jahal
B. Suraqa bin Malik 
C. Uqba bin Abi Muait
D. Umaiya bin Khalaf
E. Abu Lahab
F. Ikrama bin Abu Jahal
G. None of the above
H. I want to know
 
Quiz 2 : What happned with him after that evil invoke ?
 
A. He and his camel sank into the ground
B. A Lightning fell down on him
C. He lost his way due to fast wind
D. He bacame blind
E. Jibril Alaihi salam raised him to the sky
F. A fire circle appeared around him
G. None of the above
H. I want to know



✅ *Sahi Jawab BG* 💐
---------
Jab Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Madina ke liye nikle to Suraqa bin malik bin Jusham ne Aap Sallallahu Alahih Wasallam ka peecha kiya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne Uske liye baddua ki to uska Ghoda zameen mein dhans gaya usne arz kiya ke Allah Subhanahu se dua kijiye ( ke iss museebat se nijat de) main  aap ko koi nuqsan nahi karunga Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Uske liye dua ki (uska ghoda zameen se Nikal gaya) 
Sahih Bukhari 3908


: ✅ *Answer  BG* 💐
---------
When the Prophet (ﷺ) migrated to Medina, *Suraqa bin Malik bin Ju'sham* pursued him. The Prophet (ﷺ) invoked evil on him, therefore the forelegs of his horse sank into the ground. Suraqa said (to the Prophet ), "Invoke Allah to rescue me, and I will not harm you. "The Prophet (ﷺ) invoked Allah for him. ( then his horse come out)
Sahih Bukhari,  Book 58, Hadith 247


No comments:

Post a Comment