Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, October 1, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 967 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 967 ❗

Sawal : Wo kaunse Nabee hain jinko Allah subhanahu ne bachpan mein hi Danayee (hikmat) ata farmayee thi  aur is baat ka zikr Allah Subhanahu ne Quran mein bhi kiya ?

A. Eesa Alaihi Salam
B. Maryam Alaihi Salam
C. Yahya Alaihi Salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. Maryam Alaihi Salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 967 ❗

Quiz : To Whom Allah gave wisdom in his childhood and it has been mentioned in Quran ?

A. Eesa Alaihi Salam
B. Maryam Alaihi Salam
C. Yahya Alaihi Salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. Maryam Alaihi Salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab C
--------
Al Quran : Eh Yahya (Alaihi Salam) hamari kitab ko mazbuti se pakde raho aur humne unko bachpan mein danayee ata farmayee thi, Aur apne paas se shafqat aur pakeezgi de di thi aur parhezgar they , aur ma baap ke saath neki karne wale they aur sarkash aur nafarman nahi they. jis din wo paida huye , jis din wafat payenge aur jis din zinda karke uthaye jayenge, un par salam aur rahmat hai
Surah Maryam, 12-15


Answer C
--------
Al Quran : O Yahya (John)! Hold fast the Scripture [the Taurat (Torah)]." And We gave him wisdom while yet a child. 
And (made him) sympathetic to men as a mercy (or a grant) from Us, and pure from sins [i.e. Yahya (John)] and he was righteous,And dutiful towards his parents, and he was neither arrogant nor disobedient (to Allah or to his parents). 
And Salam (peace) be on him the day he was born, and the day he dies, and the day he will be raised up to life (again)! 
Surah Maryam, 12-15

No comments:

Post a Comment