Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, October 10, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 977❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 977❗

Jawab ek se zyada hai 

Sawal : Inmein se wo kaun hai jinka Muddayee (yani unke khilaf) Qayamat ke din Allah Subhanahu khud hoga?

A. Waldein ka nafrman
B. Sharab peene ka aadi
C. Allah ke naam par Ahad lekar todne wala
D. Jaanbujh kar Namaz chorhne wala 
E. Maidan e Jung se bhagne wala
F. Mazdur ki mazduri nahi dene wala
G. kisi azad insan ko bech kar uski qeemat khane wala
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Answers are more than one

Quiz : Allah will be against whom on the Day of Qayamah ?

A. Disobedient of the parents
B. The one who is addicted to wine 
C. The one who makes a covenant with Allah name and broke it
D. The one who leave prayer intentionally
E. The one who run away from the battle field
F. The one who does not pay the wages of the labor
G. One who sells a free person (as a slave) and eats the price
H. I want to know


Sahi Jawab CFG
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ka irshad hai teen tarah ke log aise honge jinka main muddayee banunga ( Yani unke khilaf rahunga) 

1. Ek wo shaks jisne mere naam par Ahad kiya aur wo tod diya 

2. Dusra wo Shakhs jisne kisi azad insan ko bech kar uski qeemat khaayee

3. Teesra wo Shakhs jisne koi mazdur ujrat par rakha,  us se puri tarah kaam liya lekin uski mazduri nahi di
Sahih Bukhari 2227

Answer CFG
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said, Allah says, I will be against three persons on the Day of Resurrection: -1. One who makes a covenant in My Name, but he proves treacherous. -2. One who sells a free person (as a slave) and eats the price, -3. And one who employs a laborer and gets the full work done by him but does not pay him his wages.
Sahih Bukhari, Book 34, 430

No comments:

Post a Comment