Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, October 1, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 966❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 966❗

*Un do ka koi kya bigad sakta hai jinke saath teesra Allah hai*

Sawal : Ye Alfaz kisne kahe they ?

A. Musa Alaihi Salam
B. Adam Alaihi Salam
C. Nooh Alaihi Salam
D. Ibrahim Alaihi Salam
E. Maryam Alaihi Salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

What do you think of two (persons) the third of whom is Allah?"

Quiz : Who said these words ?

A. Musa Alaihi Salam
B. Adam Alaihi Salam
C. Nooh Alaihi Salam
D. Ibrahim Alaihi Salam
E. Maryam Alaihi Salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab G
-----
Abu Bakr Radi Allahu Anhu ne bayan Kiya ke jab ham gar e saur mein chupe they meine Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne aarz Kiya ke agar Mushrikeen ke Kisi Admee ne apne qadmo par nazar dali toh wo zarur hamko dekh lega iss par Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Eh Abu Bakr ( Radi Allahu Anhu) un do Ka koi kya bigad sakta hai jinke saath teesra Allah hai

Sahih Bukhari # 3653

Sahih Bukhari 3653

Answer G
-------
Narrated Abu Bakr Radi Allahu Anhu I said to the Prophet (ﷺ) while I was in the Cave. "If any of them should look under his feet, he would see us." He said, "O Abu Bakr! What do you think of two (persons) the third of whom is Allah?"
Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 5

No comments:

Post a Comment