Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗Islamic Quiz-149 ❗

Islamic Quiz-149 

Sawal: Jab Allah suhanahu ne farmaya
(Main zameen par ek naayab banane wala hu)
 to uske jawab mein kisne ye kaha ki 
kya tu zamnee mein aise shakhs ko nayab banana chahta hai jo fasad phailayenge aur khoon bahayenge
A. Iblis ne
B. Jinnato ne
C. Jibril alaihi salam ne
D. Shaitan ne
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
When Allah says that 
(Indeed, I will make upon the earth a successive authority)
that time who said below in the reply  Will You place upon it one who causes corruption therein and sheds blood"
A. Iblis said
B. Jinnat said
C. Jibril alaihi salam said
D. Devil said
E. None of the above
F. I want to know


 Sahi jawab hai E inmein se koi nahi kyunki ye baat farishto ne kahi thi 
---------------------
وَإِذْ قَالَ رَبُّكَ لِلْمَلَائِكَةِ إِنِّي جَاعِلٌ فِي الْأَرْضِ خَلِيفَةً ۖ 
قَالُوا أَتَجْعَلُ فِيهَا مَن يُفْسِدُ فِيهَا وَيَسْفِكُ الدِّمَاءَ وَنَحْنُ نُسَبِّحُ بِحَمْدِكَ وَنُقَدِّسُ لَكَ ۖ قَالَ إِنِّي أَعْلَمُ مَا لَا تَعْلَمُونَ

Aub jab tere RAB ne farishto se kaha ki main zameen par ek naayab banane wala hu , farishto ne kaha ki kya tu zamnee mein aise shakhs ko nayab banana chahta hai jo fasad phailayenge aur khoon bahayenge halanki hum teri hamd ke saath tasbeeh bayan karte hain aur teri paaki bayan karte hain , (Allah ne) farmaya main jo kuch janta hu wo tum nahi jante.
Al Quran Surah Al-Baqarah (2),30
------------

The answer is E because Angels said 
-----------
Al Quran : When your Lord said to the angels, "Indeed, I will make upon the earth a successive authority." They said, "Will You place upon it one who causes corruption therein and sheds blood, while we declare Your praise and sanctify You?" Allah said, "Indeed, I know that which you do not know."
Surah Al-Baqarah (2) , 30

No comments:

Post a Comment