❗Islamic Quiz-148 ❗
Sawal: Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne
kisko sabse buri cheez (شَرَّ الأُمُورِ ) bataya
hai ?
A. Apne Padosi ko satana sabse bura hai
B. Zina karna sabse bura hai
C. Qabro ko pukhta karna sabse bura hai
D. (deen mein) naye kaam paida karna hai sabse bura hai
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

------------
Quiz. According Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam Which are the (شَرَّ الأُمُورِ )worst of things
A. Troubles to the neighbors are worst thing
B. Zina (Illegal intercourse) is worst thing
C. making plaster on graves is worst thing
D. newly invented things (in religion) are worst things
E. None of the above
F. I want to know

Sahi Jawab D
شَرَّ الأُمُورِ مُحْدَثَاتُهَا وَكُلَّ مُحْدَثَةٍ بِدْعَةٌ وَكُلَّ بِدْعَةٍ ضَلاَلَةٌ وَكُلَّ ضَلاَلَةٍ فِي النَّارِ ----------
Full text of hadith in arabic
http://www.sunnah.com/nasai/19/23
----------
✦ Jabir bin Abdulah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam apne khutbe mein ALLAH subhanahu ki hamd aur sana bayan farmate jaisa ki uska haq hai , Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam farmate jisko ALLAH subhanahu ne hidayat di usko koi gumrah karne wala nahi aur jisko ALLAH subhanahu gumrah kar de usko koi hidayat dene wala nahi, beshak sabse sachchi kitab ALLAH ki kitab hai aur sabse behtar tareeqa Mumahhad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka tareeqa hai, sabse bure cheez (deen mein) naye kaam paida karna hai , har naya kaam bidat hai, aur har bidat gumrahi hai aur har gumrahi jahannam mein le jayegi
Sunan Nasaii, Vol 2, 1581-Sahih
---------

Answer D
----------------
✦ Hadith: It was narrated that Jabir bin Abdullah Radhi allahu anhu said:
In his Khutbah the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to praise Allah as He deserves to be praised, then he would say: 'Whomsoever Allah subhanahu guides, none can lead him astray, and whomsoever Allah subhanahu sends astray, none can guide.
The truest of word is the Book of Allah and best of guidance is the guidance of Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam . The worst of things are those that are newly invented (in religion) ; every newly-invented thing is an innovation and every innovation is going astray, and every going astray is in the Fire.
Sunan Nasaii, Book 19, Hadith 1579-Sahih
Full text of hadith in arabichttp://www.sunnah.com/nasai/19/23

No comments:
Post a Comment