Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗Islamic Quiz-125 ❗


Islamic Quiz-125 
Allah subanahu ne Quran mein farmaya
كَمَا يَقُومُ الَّذِي يَتَخَبَّطُهُ الشَّيْطَانُ مِنَ الْمَسِّ
Wo log ( Qayamat mein) is tarah uthenge jaise unko shaitan (jinn) ne lipat kar deewana ( pagal) bana diya ho, Wo kaun log honge ?
A. Riba ( Sood) khane wale
B. Sharab peene wale
C. Zina karne wale
D. Maa baap ke nafarman
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

--------------
Allah says in Quran that
كَمَا يَقُومُ الَّذِي يَتَخَبَّطُهُ الشَّيْطَانُ مِنَ الْمَسِّ
Those people will stand (on the Day of Resurrection) as they beaten (touched) by Shaitan (Satan) leading him to insanity.
Who are those ?
A. Those who eat Riba (usury)
B. Those who drink khamar (alchohal)
C. Those who commit zina
D. Those who disobey their parents
E. None of the above
F. I want to know

Sahi Jawab  A
------------------------------
Al Quran : Jo log sood khate hain wo (Qayamat ke din) us shakhs ki tarah uthenge jaise unko Shaitan (jinn) ne lipat kar deewana bana liya ho ye haalat unki is wajah se hogi ki unhone kaha tha ki kharid wa farokht bhi sood ki tarah hai jabki Allah subhanahu ne kharid aur farokht ko halal qarar diya hai aur sood ko haram phir jisko uskey Rab ki naseehat pahunchi aur wo (sood lene se) baaz aa gaya to wo jo kuch pahle le chuka hai wo usi ka hai aur uska muaamla Allah ke supurd hai lekin agar wo phir bhi sood leta rahta hai to ye log jahannami hai ye ismein hamesha rahanergey: 
Al Quran, Surah Baqara (2), verse 275 
---------------------------
Correct Answer is A

----------------------
Those who eat Riba (usury) will not stand (on the Day of Resurrection) except like the standing of a person beaten by Shaitan (Satan) leading him to insanity. That is because they say: "Trading is only like Riba (usury)," whereas Allah has permitted trading and forbidden Riba (usury). So whosoever receives an admonition from his Lord and stops eating Riba (usury) shall not be punished for the past; his case is for Allah (to judge); but whoever returns [to Riba (usury)], such are the dwellers of the Fire - they will abide therein.
Al Quran, Surah Baqara (2), verse 275

No comments:

Post a Comment