Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗Islamic Quiz-118❗

Islamic Quiz-118
 🔸 Sawal-Jab Ahal-e-jannat jannat mein chale jayenge aur jab Ahal-e-Dozakh Dozakh mein chale jayenage to Maut ko kya kiya jaega?

A.Maut ko zabah kr diya jaega
B.Maut ko khula chor diya jaega
C.Maut ko dozakh me bhej diya jaega
D.Maut ko jannat me bhej diya jaega
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------------------------

🔹Quiz- When the people of Paradise have entered Paradise and the people of the Fire have entered the Fire, then what will be happen with death ?

A. It will be slaughtered
B. It will be free
C. It will be sent to Fire
D. It will be sent to Paradise
E. None of the above
F. I want to know

Sahi Jwab A

Ibn Umar Radhi Allahu Anhu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jab Ahal-e-jannat jannat mein chale jayenge aur jab Ahal-e-Dozakh Dozakh mein chale jayenage to Maut ko laya jayega aur use Jannat aur Dozakh ke darmiyan rakh kar Zabah kar diya jayega phir ek Aawaz dene wala Aawaz dega ki Eh jannat walo tumhe ab Maut nahi aayegi aur EhnDozakh walo tumhe bhi ab Maut nahi aayegi is baat se jannati aur ziyada khush ho jayenge aur Jahannami aur ziyada gamgeen ho jayengey.
Sahih Bukhari, Vol8, 6548

Answer A

Narrated Ibn 'Umar Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "When the people of Paradise have entered Paradise and the people of the Fire have entered the Fire, death will be brought and will be placed between the Fire and Paradise, and then it will be slaughtered, and a call will be made (that), 'O people of Paradise, no more death ! O people of the Fire, no more death ! ' So the people of Paradise will have happiness added to their previous happiness, and the people of the Fire will have sorrow added to their previous sorrow."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76,  556

No comments:

Post a Comment