Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

! Islamic Quiz-130 !


! Islamic Quiz-130 !
Sawal: Jannat mein Ghar ke liye Quran mein ek dua hai ….
رَبِّ ابْنِ لِي عِندَكَ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ
YA RAB mere liye jannat mein apne paas ek ghar bana, ye dua kisne maangi thi ?
A. Maryam Alaihi salam
B. Aisha Radi allahu anha
C. Firuan ki biwi Aasiya
D. Ibrahim alaihi salam ki biwi Sara
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

---------------------------------
Quiz : There is a Dua in Quran to build a house in Jannah :
رَبِّ ابْنِ لِي عِندَكَ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ
"My Lord! Build for me a home with You in Paradise"
Who Said this Dua ?
A. Maryam Alaihi salam
B. Aisha Radi allahu anha
C. Aasiya , The wife of firaun
D. Sara , The wife of Ibrahim alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know

Sahi Jawab C
Aur Momeeno ke liye firaun ki biwi ki misal bayan farmayee ki usne RABB se dua ki Eh mere RABB mere liye Jannat mein apne paas ek ghar bana aur mujhe firayn aur uske (bure) aamal se nijat ata farma aur zalim logo ki qaum se nijat ata farma

At-Tahrim  (66) : Aayat 11
---------------------
Answer C

And Allah presents an example of those who believed: the wife of Pharaoh, when she said, "My Lord, build for me near You a house in Paradise and save me from Pharaoh and his deeds and save me from the wrongdoing people.
At-Tahrim  (66) : Verse 11

1 comment:

  1. Aap ke reference me firuan ki biwi hai.Magar aap options D diye hain kounsa sahi hai?

    ReplyDelete