Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗Islamic Quiz-144❗


Islamic Quiz-144

-------------------------
Sawal: Jo musalman Imaan rakh kar aur sawab ki niyat se kisi musalman ke Janaze ke saath jaye aur namaz aur dafan ke pura hone tak uske saath rahe to usko kitna sawab milega ?

A. Ek Uhad pahad ke barabar sawab
B. Do Uhad pahad ke barabar sawab
C. 700 Nekiyan
D. 7000 Nekiyan
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------
Quiz: A believer who accompanies the funeral procession of a Muslim out of sincere faith and hoping to attain ALLAH's reward and remains with it till the funeral prayer is offered and the burial ceremonies are over, How much reward he will get ?
A. A Reward of one mount uhad
B. A Reward of two mount uhad
C. A Reward of 700 good deeds
D. A Reward of 7000 good deeds
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab B

Mafhum-e-Hadith: Wo Do Qirat sawab lekar lautega aur har Qirat itna bada hoga jitna uhad ka pahad
--------------
Abu Huraira Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Jo koi (musalman) Imaan rakh kar aur sawab ki niyat se kisi musalman ke Janaze ke saath jaye aur namaz aur dafan ke pura hone tak uske saath rahe to wo 2 Qirat sawab lekar lautega aur har Qirat itna bada hoga jitna uhad ka 
pahad aur jo shaksh janaze par namaz Parh kar dafan se pahle laut jaye to wo 1 Qirat sawab lekar lautega.
Sahih Bukhari, Jild 1, Hadith 47
--------------



Correct Answer is B

Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu :ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, (A believer) who accompanies the funeral procession of a Muslim out of sincere faith and hoping to attain ALLAH's reward and remains with it till the funeral prayer is offered and the burial ceremonies are over, he will return with a reward of two Qirats. Each Qirat is like the size of the (Mount) Uhud. He who offers the funeral prayer only and returns before the burial, will return with the reward of one Qirat only.
Sahih Bukhari, Book 2, No. 46

No comments:

Post a Comment