Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗ islamic Quiz -139 ❗


 islamic Quiz -139 ❗
Sawal: inmein se jannat ke beech ka darwaza kise kaha gaya hai ?
( Ya Allah jo bhi quiz mein hissa le uske ilm,rizq aur sehat mein barkat ur aafiyat ata farma dena -Aameen)
A. Maa
B. Walid
C. Bada Bhai
D. Allah ke Wali
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------------
Quiz: According Hadith, Who is the middle gate of Paradise ?
A. Mother
B. father
C. Big Brother
D. Wali of Allah
E. None of the above
F. I want to know



Sahi Jawab B - Walid

Hadith: Abu Abdur-Rahman As-Sulami rivayat kartey hain Abu Darda Radi Allahu Anhuma se ki unhoney kaha Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya Walid (father) jannat ka darmiyana (beech ka) darwaza hai , isliye teri marzi usey zaya kar ya mehfooz rakh. 
Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1959 ( Hasan) 

Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki raza walid ( ya waldein) ki khushi mein hai aur Allah subhanahu ka gussa Walid ( ya waldein) ki narazgi mein hai 
Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1960 ( Hasan) 
----------------------------------------
Correct answer is B – father

Abu 'Abdur-Rahman As-Sulami narrated from Abu Ad Darda Radi Allahu Anhuma that he said: " I heard the Messenger of Allah Peace be upon him saying: 'The father is the middle gate to Paradise. So if you wish, then neglect that door, or protect it.' 
Jami At-Tirmidhi, Vol. 4, Book 1, Hadith 1900 (Hasan) 

Hadith: Abdullah ibn 'Umar Radi Allahu Anhu said, "The pleasure of the Lord lies in the pleasure of the father (or parent). 
The anger of the Lord lies in the anger of the father (or parent)" 
Jami At-Tirmidhi, Vol 4, Book 1, Hadith 1899 (Hasan)

No comments:

Post a Comment