❗ Islamic Quiz-122❗
Sawal : Wo kaunsi do chamakti huyee surah hain jo
Qayamat ke din uske padhne walo ke saath is tarah aayengi jaise do baadal ya do
saaye ho ?
A. Surah Baqara , Aal-e-Imran
B. Surah Fatiha , Surah Baqara
C. Surah Yaseen , Surah Mulk
D. Surah Al-Falaq , Surah An-Nas
E. inmein se koi nahi
F. Sahih Jawab ka intezar hai
-------------
Quiz : What is the name of two bright Surah on the day of Resurrection they will come as two clouds or two shades for those who recite It

E. None of the above
F. I want to know
B. Surah Fatiha , Surah Baqara
C. Surah Yaseen , Surah Mulk
D. Surah Al-Falaq , Surah An-Nas
E. None of the above
F. I want to know
Sahih Jawab A Surah Baqara , Aal-e-Imran
------------------------------
Abu Umama bahli Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Quran padha karo kyunki ye Qayamat ke din apne padhne walo ke liye sifarishi ban kar aayega aur do chamakti surtein padha karo ek surah baqara aur dusri Surah Aal-e-imran, kyunki wo Qayamat ke maidan mein is tarah aayengi jaise ki do badal hain, ya do saayeban ya do tukdiyan hai udte huye jaanwaro ki aur apne logo ki taraf se hujjat karti huyee aayengi (yani uske padhne walo ke liye sifarish karengi) Surah baqara ko padha karo kyunki iska padhna barkat hai aur iska chorh dena hasrat hai aur jadugar log iska muqabla nahi kar sakte
Sahih Muslim, Jild 2, 1874
------------------

Answer : A
Surah Baqara , Aal-e-Imran
Surah Baqara , Aal-e-Imran
Abu Umama said he heard Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam said recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come as an intercessor for those who recite It. Recite the two bright ones, Al-Baqara and Surah Al Imran, for on the Day of Resurrection they will come as two clouds or two shades, or two flocks of birds in ranks, pleading for those who recite them. Recite Surah al-Baqara, for to take recourse to it is a blessing and to give it up is a cause of grief, and the magicians cannot confront it.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1757
No comments:
Post a Comment