❗islamic Quiz-129 ❗
Sawal: Ek baar Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam 3 sahaba ke saath uhad pahad par chade to wo pahad hilne (kaanpne) laga , to Aap -Salalalahu alaihi wasallam ne usko apne qadam mubarak se mara aur farmaya ki Eh Uhad thahar ja tujhe par Ek Nabi , Ek Siddiq aur Do shaheed hain ..
Wo do shaheed kaun they ?
A. Abu Bakr aur Ali Radi Allahu anhuma
B. Abu Bakr aur Uthman Radi Allahu anhuma
C. Umar aur Ali Radi Allahu anhuma
D. Uthman aur Umar Radi Allahu anhuma
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
B. Abu Bakr aur Uthman Radi Allahu anhuma
C. Umar aur Ali Radi Allahu anhuma
D. Uthman aur Umar Radi Allahu anhuma
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------------
Quiz : The Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam ascended
the mountain of Uhud with his three Companions ( Sahaba), The mountain gave a
shake (i.e. trembled underneath them) The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam
hit it with his foot, and said O Uhud ! Be calm For upon you there are a
Prophet, a Siddiq and two martyrs. Who was that two Martyrs ?
A. Abu Bakr aur Ali Radi Allahu anhuma
B. Abu Bakr aur Uthman Radi Allahu anhuma
C. Umar aur Ali Radi Allahu anhuma
D. Uthman aur Umar Radi Allahu anhuma
E. None of the above
F. I want to know
B. Abu Bakr aur Uthman Radi Allahu anhuma
C. Umar aur Ali Radi Allahu anhuma
D. Uthman aur Umar Radi Allahu anhuma
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab D
--------------------------
Anas Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ek baar uhad pahaad par chadey aur aapke saath Abu Bakr Umar aur Uthman Radi Allahu anhuma they to pahad kaanpne (hilne) laga , Aap Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Eh uhad tham thahar ja aur mera khayal hai ki Aapne us par apna qadam mubarak bhi maara tha kaha ki tujh par Ee Nabee , Ek Siddiq aur aur do shaheed hain
Sahih Bukhari, Jild 5, 3699
Tashreeh : Wo Siddiq Abu Bakr radi allahu anhu they aur shaheedo ke liye Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ki wo peshan goyee aage jakar bilkul sahi huyee aur hazrat Umar aur uthman radi allahu anhuma ko shahadat naseeb huyee
----------------------

Narrated Anas radi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam ascended the mountain of Uhud and Abu Bakr, Umar and Uthman Radi allahu anhuma were accompanying him. The mountain gave a shake (i.e. trembled underneath them) . The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said, "O Uhud ! Be calm." I think that the Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam hit it with his foot, adding, "For upon you there are none but a Prophet, a Siddiq and two martyrs."
Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 49
Note: That Siddiq was Abu Bakr Radi allahu anhu and Whatever the Prphet said that time about two martyr , came true after few years and Umar and Uthman Radi allahu anhuma got martyr
No comments:
Post a Comment