Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗ Islamic Quiz-121 ❗


 Islamic Quiz-121 

Sawal: in Sahabiyon ko islam mein dakhil hone ke hisab se pahle se baad mein tarteeb dijiye , yani jo pahle islam laye unka naam ka option pahle likhna hai aur is tarah jawab dijiyega
(example CDABE / BADEC...)
A. Umar radi allahu anhu
B. Khalid bin walid radi allahu anhu
C. Uthman Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Abu bakr radi allahu anhu
-----------------------
Quiz: Arrange the below name of sahaba in ascending order of their enterance in islam
means the one who enter first in islam his name should come first
and please reply like this (example CDAEB ya BADEC...)
A. Umar radi allahu anhu
B. Khalid bin walid radi allahu anhu
C. Uthman Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Abu bakr radi allahu anhu


Sahi Jawab : DECAB

Ali radi allahu anu sabse pahle islam laaye aur unhone sabse pahle Khadija Radi Allahu Anha ke saath Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke peeche namaz ada kit hi , unke baad Abu Bakr radi allahu anhu aur unki dawat par uthman radi allahu iman laye aur phir umar radi allahu anhu iman laye aur inmein se sabse aakhir mein khalid bin walid imaan laye kyunki ye ghazwa e uhad mein musalmano ke khilaf jung kar rahe they aur tab tak imaan nahi laye they

Refrence : Tarikh At Tabri. Jild 1 , Page 67 …..

Answer DECEB
---------------------------
The first of All Ali Radi Allahu anhu accepted islam  and he and Khadija Radi Allahu Anha prayed  with prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam

After that Abu Bakr Radi Allahu Anhu accepted Islam and he invited t Hazrat Uthman Radi Allahu Anhu towards islam and he accepted. And after that hazrat umar Radi Allahu Anhu accepted islam and khalid bin walid Radi Allahu Anhu was the last one among above sahaba because he fought in battle of uhad against muslims and till that time he didn not accept islam .Refrence  : Tarikh At Tabri,  Vol 6, page 80…….

No comments:

Post a Comment