Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, March 31, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1127* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1127* ❗

*Sawal 1 : Inmein se kinko Allah Subhanahu ne farmaya ki yaha tumko suraj ki garmi nahi lagegi ?*

A. Khidr Alaihi Salam
B. Adam Alaihi Salam
C. Musa Alaihi Salam
D. Yunus Alaihi Salam
E. Ashab Al kahaf
F. Dhul-Qarnain Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Wo kaunsi jagah ke liye unhe farmaya gaya tha ?*

A. Do Dariyao ke milne ki jagah
B. Gaar ke andar
C. Machli ke pet mein
D. Ek jagah jahan Suruj gurub hota hai
E. Koh-e-tur par
F. Nooh Alaihi salam ki kashti mein
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1127* ❗

*Sawal 1 : To whom Allah Subhanahu said that here you will not get troubled by the heat of sun ?*

A. Khidr Alaihi Salam
B. Adam Alaihi Salam
C. Musa Alaihi Salam
D. Yunus Alaihi Salam
E. Ashab Al kahaf
F. Dhul-Qarnain Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my knowledge)


*Sawal 2 : Wo kaunsi jagah ke liye unhe farmaya gaya tha ?*

A. Where two sea meet
B. Inside the cave
C. Inside the belly of the fish
D. A place where the sun set
E. Valley of Tur
F. In the boat of Nooh Alaihi salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my knowledge)


💐✅ *Sahi Jawab BG* 💐
----
1. B-Adam Alaihi Salam 
2. G-Jannat 
------
Phir humne kaha Eh Adam (Alaihi salam) beshak ye (Shaitan) tumhara aur tumhari biwi ka dushman hai , kahi ye tumhe jannat sena nikalwa de phir tum takleef mein padh jaoge, beshak tum ismein (Jannat mein) kabhi bhuke aur nange nahi honge aur beshak na tum usmein kabhi pyase honge aur na tumhe dhoop (suraj ki garmi) lagegi
Surah Taha (20), 117-119


💐✅ *Answer BG* 💐
----
1. B-Adam Alaihi Salam 
2. G-Paradise
------
Al Quran : Then We said: "O Adam (Alaihi Salam) ! Verily, this (Shaitan) is an enemy to you and to your wife. So let him not get you both out of Paradise, so that you will be distressed. Verily, you have (a promise from Us) that you will never be hungry therein nor naked. And you (will) suffer not from thirst therein nor from the sun's heat.
Surah Taha (20), 117-119


No comments:

Post a Comment