Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, March 22, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1118* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1118* ❗

*Ek baar Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam neend se achanak jaag gaye aur ek azkar padha aur uske baad Qayamat se pahle hone wala ek waqya bayan kiya aur usmein marne wale kuch log majbur honge ye bhi bataya*

*Sawal 1 : Wo Azkar kaunsa tha ?*

A. Hasbunallah wa naimal wakeel 
B. La hawla wa la Quwwata illa billah  
C. Astagfirullah Rabbi
D. Allahu Akbar Kabira  
E. Allahu Akbar
F. La ilaha illAllah
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2 : Wo Waqya kaunsa bayan kiya tha ?*

A. Dajjal ka aana
B. Yajuj Majuj ka nikalna
C. Logo mein tauun ka phail jana
D. Aasman se dhuaan nikalna
E. Dabbatul Ard ka nikalna
F. Hijaz se ek aag ka nikalna
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1118* ❗

*Once Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam got up from the sleep and recite a Azkar and after that he described a Sighn of Qayamah and he also said that some people who will die during that will be compelled*

*Sawal 1 : What Azkar he recited ?*

A. Hasbunallah wa naimal wakeel 
B. La hawla wa la Quwwata illa billah  
C. Astagfirullah Rabbi
D. Allahu Akbar Kabira  
E. Allahu Akbar
F. La ilaha illAllah
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2 : Which incident he described ?*

A. The Coming of Dajjal 
B. The Coming of Yajuj Majuj 
C. The Spreading of a Plague (Virus)
D. The Coming of Smoke from the sky
E. The Appering of Dabbatul Ard (The Beast of the earth)
F. The apperaing of a greate fire from Hijaz 
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman



💐✅ *Sahih Jawab GG* 💐
------
Syeda Umme Salma kehti hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alahihi Wasallam Inna lillahi wa inna ilaihi rajioon kahte huye neend se 

bedaar huye. maine kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alahihi Wasallam Aapko kya huva? Aap Sallallahu  Alahihi Wasallam ne Farmaya meri Ummat ke ek giroh ko dhansaya ja raha hai,wo ek Aadmi ki Qayadat me chalenge,wo (unko lekar) Makkah par chadhayee kar dega, Allah Subhanahu Makkah ki hifazat karega aur un sabko zameen me dhansa dega, unki halakat ki jageh toh ek hi hogi aur (Zameen se dubara) nikalne ke muqamaat mukhtalif hounge, kyunke un mein kuch log (Apni razamandi se nahi balke) Majboor hokar aaye the (Ek rivayat mein teen baar ye farmaya ki un mein kuch log majboor ho kar aaye the)
Al Silsila As-Sahiha  2622


💐✅ *Answer GG* 💐
------
Narrted by Umme Salma Radi Allahu Anha that once Rasool-Allah Sallallahu Alahihi Wasallam suddenly woke up from the sleep and said Inna lillahi wa inna ilaihi rajioon I said Oh Rasool Allah Sallallahu Alahihi Wasallam Whats happened  ? he said some people of  my ummah's are being sank in the earth,  they will be led by a person and he will try to Attack on Makka, Allah will protect the makka and all those people will be sank in the earth, the place of their punishment will be one, but they would be raised on the day of Qayamah from the different places, because some people among them were compelled (it means they did not come with their wish , but they had to come forcefully)
Al Silsila As-Sahiha  2622


No comments:

Post a Comment