Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 23, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1120* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1120* ❗

*Sawal 1 : Dajjal madine mein dakhil hone ki koshish karte huye kaunse muqam tak pahuch jayega ?*

A. Uhad Pahad tak
B. Bir Mauna tak
C. Badr ke muqam tak
D. Al-Baida (Wadi e Jinn) tak
E. Baab-e-Lood tak
F. Koh e tur tak
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Dajjal jab Madine mein dakhil hone ki koshish karega tab Madine ke har darwaze par kitne farishte honge ?*

A. 2
B. 5
C. 7
D. 10
E. 50
F. 70
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1120* ❗

*Quiz 1 : How near the Dajjal will reach to enter in Medina ?*

A. Till Mountain Uhad
B. Till Bir Mauna (Well of Mauna)
C. Near the place of Badr
D. Near Al-Baida (Wadi e Jinn) 
E. Near Baab-e-Lood ( The door of lood) 
F. Till Koh-e-tur  (Tur valley)
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman

*Quiz 2 : When the Dajjal will try to enter in medina , How many gate will Medina have ?*

A. 2
B. 5
C. 7
D. 10
E. 50
F. 70
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman


💐✅ *Sahih Jawab AA* 💐
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahihi Wasallam ne farmaya  Mashriq ki Janib se Maseeh Dajjal aayega , uska irada Madina (mein dakhil ka) ka hoga yaha tak ke wo uhad pahad ke peeche utrega , phir farishte uska rukh Mulk-e-shaam ki taraf pher deinge aur wo wahin Halaak ho jayega
Sahih Muslim - 3351

RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya Madine walo par dajjal ka raub nahi padhega us din madine ke 7 darwaze honge aur har darwaze par 2 farishte honge
Sahih Bukhari 7125

💐✅ *Answer AA* 💐
------
RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam said Dajjal will come from the eastern side with the intention of attacking Medina until he will get down behind Uhud. Then the angels will turn his face towards Syria and there he will perish.
Sahih Muslim,Book 7, Hadith 3187

RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam said, The terror caused by Al-Masih Ad-Dajjal will not enter Medina and at that time Medina will have seven gates and there will be two angels at each gate (guarding them).
Sahih Bukhari, Book 88, Hadith 240



No comments:

Post a Comment