Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, March 3, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1103* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1103* ❗

*Sawal 1 : Inmein se wo kaun hai ya kya hai jo Suraj ke dubne ki jagah tak pahuch gaye they ?*

*Sawal 2 : Inmein se wo kaun hai jo ek sukhi jagah par baithe aur jab khade huye to wo jagah hari bhari ho gayee ?*

A. Khidr Alaihi Salam
B. Luqman Alaihi Salam
C. Sulaiman Alaihi Salam
D. Yajuz Majuz
E. Owais Qarni Radi Allahu Anhu
F. Dhul-Qarnain Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1103* ❗

*Sawal 1 : Who reached the setting place of the sun ?*

*Sawal 2 : Who sat over a barren white land and it turned green with plantation after geting up from that place?*

A. Khidr Alaihi Salam
B. Luqman Alaihi Salam
C. Sulaiman Alaihi Salam
D. Yajuz Majuz
E. Owais Qarni Radi Allahu Anhu
F. Dhul-Qarnain Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)


Sahi Jawab AF
-------
Aur tum se  Zulqarnain Alaihi salam ke baare mein daryaft karte hain kah do ke main unka haal tumhein padhkar sunata hoon humne usko zameen mein badi dastaras dee thi aur har tarah ka saaman ata kiya tha , toh Usne safar ka ek saaman kiya yaha tak ke jab Suraj ke ghroob hone ki jagah  pahunche to usko aisa paaya ke ek keechad ki Nadi  mein doob raha hai
Surah Al Kahaf (18) Aayat no.83 -86

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Khidr Alaihi salam ka yeh naam is wajah se hua ke woh ek sookhi zameen  ( Jahan sabze ka naam bhi na tha ) per baithe , aur jaise hi waha se wo uthe to wo jagah sarsabz (hari bhari) hokar lah-lahane lagi
Sahih Bukhari-3402

Answer AF
-----
Al Quran : And they ask you about Dhul-Qarnain. Say: I shall recite to you something of his story.Verily, We established him in the earth, and We gave him the means of everything.So he followed a way.Until, when he reached the setting place of the sun, he found it setting in a spring of black muddy (or hot) water.
Surah Al-Kahaf (18), 83-86

Narrated Abu Huraira The Prophet (ﷺ) said Al-Khadir was named so because he sat over a barren white land, it turned green with plantation after (geting up from that place)
Sahih Bukhari,Book 55, 61

No comments:

Post a Comment