Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, March 17, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1114*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1114*❗

*Sawal : Inmein se wo kaunsa amal hai jisko karne par Hajj ka sawab milta hai ?*

A. Kisi Musalman ki madada ke liye jana
B. Farz namaz ke liye ghar se wudhu karke nikalna
C. Maa Baap ki khidmat karna
D. Khauff ke waqt Allah ki raah mein ek raat pahra dena
E. Chasht ki 2 rakat namaz padhna
F. Jo kisi mujahid ke ghar ki dekhbhal karna
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1114*❗

*Quiz : What is that deed if anybody perform he will get the reward of the Hajj ?*

A. Step out to help any muslim
B. Going out from house for prescribed prayer  after performing ablution
C. Look after the parents
D. Petroling any border a night , for Allah's sake at the time of fear
E. Praying 2 rakah of Duha (Chasht)
F. Look after the house of the Mujahid behind him
G. None of the Above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)


💐✅ *Sahih Jawab B* 💐
------
 ✦ Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs apne ghar se wuzu karke farz namaz ki niyyat se nikle to usko utna sawab milega jitna ki ehram baandh kar hajj par jane ka hota hai, aur jo shakhs duha (ishraq ya chasht) ki namaz ki niyyat se nikle aur uski khatir takleef bhi bardasht kare to uska sawab umrah karne wale ki tarah hai aur jo namaz ek namaz ke baad ho aur uske beech koi behuda baat ya kaam na kiya jaye to wo namaz illiyeen mein likhi jayegi
Sunan Abu Dawud, jild 1, 556-Sahih


💐✅ *Answer B* 💐
--------
✦ Narrated Abu Umamah Radi Allahu Anhu The Messenger of Allah (ﷺ) said: If anyone goes out from his house after performing ablution for saying the prescribed prayer in congregation (in the mosque), his reward will be like that of one who goes for hajj pilgrimage after wearing ihram . And he who goes out to say the mid-morning (duha) prayer, and takes the trouble for this purpose, will take the reward like that of a person who performs umrah. And a prayer followed by a prayer with no worldly talk during the gap between them will be recorded in Illiyyun.
Sunan Abu dawud, Book 2, 558-Hasan

1 comment:

  1. Alot of people think about option c is correct can you make alittle bit more to justify the option b is correct

    ReplyDelete