Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 30, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1126* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1126* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se wo kaun hai jo Allah suhanahu ki hifz aur aman mein aa jata hai ?*

A. Azan dene wala
B. Kisi Musalman ke janaze ke sath jaane wala
C. Ghar mein salam karke dakhil hone wala
D. Kisi musalman ki madad ke liye jaane wala
E. Mareez ki ayadat ke liye jane wala
F. Fajr ki namaz padhkar ghar se nikalne  wala
G. Apne ghar mein baitha rahne wala taaki log us se salamat rahe aur wo logo se
H. Rabbi Zidni ilman

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1126* ❗

*Answers are more than one*

Quiz : Who is under the under the protection or security of Allah ?

A. One who pronounce Adhan
B. Whoever go with the funerel of a Muslim
C. One who enter home after saying salam
D. One who go out to help any muslims
E. Whoever visits a sick person
F. One who go out after praying the morning prayer
G. Whoever sits in his house so that people can be protected by him
and he may be protected by them
H. Rabbi Zidni ilma


💐✅ *Sahih Jawab BCEFG* 💐
-----------
✦ Maaz bin Jabal Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne hume paanch (5) cheezon ki nasihat ki jo admee unmein se ek bhi kaam karega wo us waqt uski hifazat Allah subhanahu ke zimme hai
1. Mareez ki Ayadat karna
2. Janaze ke sath nikalna
3. Allah subhanahu ke raste mein jihad karna
4. Imam ki taeed aur tauqeer ke liye uske paas jana 
5. Apne ghar mein baithe rahna taaie log us se salamat rahe aur wo logo se salamat rahe
Musnad Ahmed-9625-Sahih
Sahih Ibn Hibban 377

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya shakhs Jo apne Ghar main salam Kar ke dakhil hua Allah Subhanahu uska bhi zaamen hai (yani uski hifazat Allah ke zimme hai)
Sunan Abu Dawud, Jild 2, 722-Sahih

✦ Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo subah ki Namaz ada kar le wo Allah subhanahu ke zimme (panah) mein hai 
Sunan Ibn Majah, Vol 3, 827-Sahih 


💐✅ *Answer BCEFG* 💐
-----------
✦ Mu’adh bin Jabal Radi Allahu Anhu Repaorted that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam informed us about the five things , and said whoever will do any one of them he will be in the security of Allah that time
1. Whoever visits a sick person
2. Whoever goes with the funerel 
3. Whoever goes out to fight in the way of Allah
4. Whoever enters the dwelling of a prayer leader to honor him5. Whoever sits in his house so that people can be protected by him and he may be protected by them his safety is assured by Allah.
Musnad Ahmed-9625-Sahih
Sahih Ibn Hibban 377

✦ Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam said a man who enters his house after giving salutation is in the security of Allaah, the Exalted.
Sunan Abu Dawud,Book 14, 2488-Sahih

✦ Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam said Whoever offers the morning prayer, he is under the protection of Allah, the Mighty and Sublime.) 
Sunan Ibn Majah, Book 36, Hadith 3946-Sahih

No comments:

Post a Comment