Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, March 17, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1115*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1115*❗

*Ek Nabee ki Qaum ne ek aisee baat kah di thi jiske liye ye farmaya gaya ki ye aisee baat hai ki iski wajah se pahad tukde hokar gir jaye*

*Sawal 1 : Wo kaunse Nabee ki Quam thi ?*

A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Salam
B. Nooh Alaihi Salam
C. Sulaiman Alaihi Salam
D. Ibrahim  Alaihi Salam
E. Isa Alaihi salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2 : Un logo ne kaunsi baat kahi thi  ?*

A. Sulaiman Alaihi salam jadu sikhate hain
B. Barish hamare mabudo ki wajah se aati hai
C. Aasman mein aur bhi mabud hain
D. Allah Ek nahi teen hain
E. Allah ne aasman se kuch nazil nahi kiya
F. Quran mein guzre logo ke qisse kahaniya hain
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1115*❗

*Once some people says some bad words, and for that words it has been said that it a terrible evil thing and because of this the mountains may fall in ruins*

*Sawal 1 : That People belong to which Prophet?*

A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Salam
B. Nooh Alaihi Salam
C. Sulaiman Alaihi Salam
D. Ibrahim  Alaihi Salam
E. Isa Alaihi salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2 :  What was that words ?*

A. Sulaiman Alaihi salam teach magic
B. Rain comes because of our idols
C. There are more god in the heaven
D. Allah is not one but three
E. Allah has not send anything from the sky
F. Quran has only the stories about the old nations
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman


💐✅ *Sahih Jawab EG* 💐
-----
Al Quran : Wo(Yahud aur Nasara) kahte hain ke Rahman ne kisi ko beta banaya hai. Sakht behudah baat hai jo tum log bana laye ho Qareeb hai ke (is qaul ki wajah se) Aasman phat jaye aur Zameen shaq ho jaye aur Pahad tukde tukde hokar gir jaye
Surah Maryam 19:88-90


💐✅ *Answer EG* 💐
-----
And they (Jews and christian) say The Most Gracious (Allah) has begotten a son ,Indeed you have brought forth (said) a terrible evil thing.Whereby the heavens are almost torn, and the earth is split asunder, and the mountains fall in ruins,
Surah Maryam 19 : 87-90

No comments:

Post a Comment