Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, March 4, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1104* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1104* ❗

*Sawal 1 : Wo kaunse Nabee ki Quam ke log they jo Paththar ki ibadat karte they aur jab koi pahle wale se achcha paththar mil jata to wo Purane ko phenk dete they aur naye wali ki Ibadat shuru kar dete they ?*

*Sawal 2 : Wo kaunse Nabee ki Quam thi jin par Medhanko (frogs) ka azab bheja gaya tha ?*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Musa Alaihi salam
C. Hud Alaihi Salam
D. Dawud Alaihi Salam
E. Saleh Alaihi Salam
F. Ayyub Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1104* ❗

*Sawal 1 : There was a nation or people who used to worship stones, and when they found a better stone than the first one, they would throw the first one and take the latter , that people belong to which prophet ?*

*Sawal 2 : The punishment of the frogs were sent on the people of which Prophet ?*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Musa Alaihi salam
C. Hud Alaihi Salam
D. Dawud Alaihi Salam
E. Saleh Alaihi Salam
F. Ayyub Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)


✅ *Sahih Jawab GB* 💐
-----
Aur hum ne Firouniyon ko Qahato aur Mewon ke nuqsaan mein pakda taaki nasihat hasil karein to jab unko aasaayish hasil hoti to kahte hain ki hum uske mustahiq hain aur agar sakhti pahuchti to Moosa aur unke rafeeqon ki badshagooni batate dekho unki badshagooni Allah ke yahan muqarrar hai lekin unmein aksar nahi jaante.Wo kahne lagte tum humare paas koi nishaani laao taake ussey hum par jaadu karo.Magar hum tum par Imaan laane wale nahi hain, *To hum ne unpar Toofaan aur tiddiyaan aur jooyein aur Mendak aur khoon ki khuli huyi nishaaniyaan bheji* magar wo takabbur hi karte rahe aur wo log they hi Gunahgaar
Surah Al-Aaraf (7), Aayat 130-132

Abu Raja Al-Utradi Radi Allahu Anhu farmate hai ham pehle pattar ki puja karte they aur agar koi pattar hame us se achcha mil jata toh us say phenk dete aur dusre ki puja shuru kar dete agar hame pattar na milta toh mitta ka ek tela bana lete aur bakri laa lar us par dohte aur uske gird tawaf karte 
Sahih Al-Bukhari 4376

*Note : Abu Raja Al-Utradi Radi Allahu Anhu baad mein Imaan lakar islam mein dakhil ho gaye*

✅ *Answer GB 💐
-----
Al Quran : And indeed We punished the people of Fir'aun (Pharaoh) with years of drought and shortness of fruits (crops), that they might remember (take heed).But whenever good came to them, they said: "Ours is this." And if evil afflicted them, they ascribed it to evil omens connected with Musa (Moses) and those with him. Be informed! Verily, their evil omens are with Allah but most of them know not.They said [to Musa (Moses)]: "Whatever Ayat you may bring to us, to work therewith your sorcery on us, we shall never believe in you. So We sent on them: the flood, the locusts, the lice, the frogs, and the blood (as a succession of) manifest signs, yet they remained arrogant, and they were of those people who were Mujrimun (criminals, polytheists, sinners). 
*Surah Al-Aaraf (7), Aayat 130-132*

Narrated Abu Raja Al-Utaridi Radi Allahu Anhu We used to worship stones, and when we found a better stone than the first one, we would throw the first one and take the latter, but if we could not get a stone then we would collect some earth (i.e. soil) and then bring a sheep and milk that sheep over it, and perform the Tawaf around it.
*Sahih Bukhari,Book 59, 661*


No comments:

Post a Comment