Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 9, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1108* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1108* ❗

*Sawal : Inmein se wo kaun log hain jinke badan par Qayamat ke din shaheedo ki tarah ke zakhm honge aur wo unke saath rahenge ?*

A. Taoon (Virus) se marne wale
B. Allah ki raah mein pahra dete huye mar jane wale
C. Hijrat ke dauran faut hone wale
D. Ehram ki halat mein faut hone wale
E. Namaz ki halat mein faut hone wale
F. Allah ki raah mein shahadat ki dua karne wale
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1108* ❗

*Quiz : Who will have the wounds like the wounds of martyrs on the day of Qayamah and will be with them ?*

A. Those who die by the plague (Virus)
B. Those who die by keeping watch in the way of Allah
C. Those who die during migration
D. Those who die in the state of Ehram
E. Those who die in the state of Salah (Prayer)
F. Those who supplicate for being martyr
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my Knowledge)



✅ *Sahih Jawab A* 💐
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya  taoon (plague ya virus) se  marne wale Allah Subhanahu ke samne apna jhagda pesh karenge shaheed log kahenge ye hamare bhai hain jaise ham maare gaye hain ye log bhi maare gaye hain aur jo log apne bistaron par wafat paye hain wo kahenge ye hamare bhai hain ye log apne bistar par mare hain jaise ham log bistaron par padhe padhe mare hain toh mera RABB kahega unke zakhmon ko dekho agar unke zakhm shaheedon ke zakham se milte hain toh ye log shaheedon mein se hain aur shaheedon ke saath rahenge, to jab unke zakhamo ko dkeha gaya to wo shaheedon ki tarah nikle
Sunan Nasai, Jild 2, 1076-Sahih
Islam360-3164

✅ *Answer A* 💐
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said  The martyrs and those who dies in their beds referred a dispute to our Lord concerning those who dies of the plague. The martyrs said: Our brothers were killed as we were killed. And those who dies in their beds said: Our brothers dies on their beds as we died. Our Lord said: Look at their wounds if their wounds if their wounds are like the wounds of those who were killed then they are of them and will be with them. And their wounds were like their (the martyrs) wounds.
Sunan Nasaii, Book 25, 3166-Hasan

No comments:

Post a Comment